Indian aadmi jahan bhi rahe, kuch bhi kare ... hamesha Indian hi rahega
Priyanka Chopra
Aadmi ke pass dimag ho na ... toh woh apna dard bhi bech sakta hai
Amrish Puri
Pyar, pyar hota hai ... jis mein vishvas hota hai, passion hota hai, wafaa hoti hai ... aur yeh woh wafaa hai joh aadmi ko bewafaa nahi hone deti
Akshay Kumar
Aurat nadi ke samaan hoti hai ... yadi apne kinaron ki maryada mein rahe, toh lati hai khushali ... aur yadi apne kinaron ki maryada todh de, toh lati hai vinash, barbadi
Annu Kapoor
Jab pati par kisi bala ka saaya par jata hai ... tab patni hi uski nazar utarti hai
Kareena Kapoor
Na main shayar hoon, na shayar ka bhatija hoon ... main toh jhi apne maa baap ke manoranjan ka natija hoon
Vivek Shauq
Kya figure hai yaar ... na ek millimeter idhar na ek millimeter udhar ... upar waale ne bhi cold coffee peete hue banaya hoga yeh garma garam piece
Pyas ab pani ho jaye, katra katra ghulab ho jaye .... tum apne haathon se joh pila do mujhko, toh mineral water bhi sharab ho jaye
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory