Baimaani pe promotion aur imaandari pe suspension?
Aditya Pancholi
Hero kya hota hai? ... pyar ke liye ladne waala, dosti ke liye marne waala ... kismat se fakeer par himmat se bhara hua ... sharif aadmi
Akshay Kumar
Aaj kal joh jitni zyada namak khata hai ... utni hi zyada namak haraami karta hai
Shatrughan Sinha
Pehda toh main bhi sharif hua tha ... par sharafat se apni kabhi nahi bani
Nawazuddin Siddiqui
Main dikhti hoon maa jaisi sab kehte hai ... sab kehte hai, sach kehte hai ... par main hoon apne papa ki beti
Anushka Sharma
Seedhe toh aaj kal sadhu nahi chalte ... main toh phir shaitan hoon
Wafaadari, imaandari, khuddari aur zimmedari ... in charon ki saajedari se aaj Kabir Nayak itne paise waala hai
Sanjay Dutt
Har reporter ki tarah meri ragon mein bhi khoon ki jagah roshnai behti hai ... aur jab tak woh roshnai behti rahegi ... mera kalam sachai likhte hue kaanpega nahi
Vijayendra Ghatge
Jhoot bolta nahi ... sach samajhta nahi
Emraan Hashmi
Aaye toh the sharafat se ... lekin jayenge toh dhoom machake
Abhishek Bachchan
Aaj ke zamaane mein toh baimaani hi ek aaisa dhanda reh gaya hai ... joh poori imaandari ke saath kiya jaata hai
Hamari sultanat ki sadak ... insaaniyat ki dehleez se shuru hokar, reham aur imaandari ke ilaake se guzarti hui ... dil ke darwaaze par khatam hoti hai
Raaj Kumar
Bhagwan ke pehle ya baad agar koi cheez hai ... toh woh hai dhan, daulat, rokda ... imaandari ka certificate nahi
Jab baat ek shareef aadmi ki izzat ki aati hai na ... toh usse bada gunda koi nahi hota
Anil Kapoor
Diye huye vachan ke liye ... satya aur nyay ke liye ... dharam stapana ke liye ... kisi ke bhi virudh jaana pade, woh chahe parmatma hi kyun na ho ... toh bhaybheet na ho ... yahi dharam hai, yahi kshatriya dharam hai
Ramya Krishnan
Jahan dharm hai na, wahan satya ke liye jagah nahi hai ... aur jahan satya hai truth hai, wahan dharm ki zaroorat hi nahi hai
Paresh Rawal
Jab aadmi daulat aur taqat ki wajah se jitna bada hota jaata hai ... utna hi sach aur asliyat se door hota jaata hai
Shahrukh Khan
Tum sach toh main jhoot ... tum din toh main raat ... tum khushnaseeb toh main badnaseebi ki misaal
Danny Denzongpa
Yeh sharif log bahut badmash hote hai ... sharafat ki zubaan nahi samajhte hai
Nana Patekar
Maine zindagi bhar sirf jhoot bola hai ... yahi mera sach hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory