Mera naam hai Pote ... joh apne baap ke bhi nahi hote
Mohan Joshi
I'm highly trained to train those who think that they're trained ... whether they are in front of the train or behind the train ... because I fight off the train, by the train, for the train
Varun Dhawan
Tera pati hai na harami, tedha hai par tera hai
Akshay Kumar
(Kaa kare feelings hi nahi aa rahe?) - Tum aankh band karo aur Burj Khalifa ke bare mein socho ... feelings apne aap aa jayegi
Unknown
Kutta agar kaat le toh 14 sui lagta hai ... lekin agar khudhai ka kutta kaat le toh 28
Hamari bewakoofi thi joh unse dil lagaya tha ... zamane se begaari thi unhe apna banaya tha ... jinhe humne haar samjha tha gala apna sajane ko ... ur woh kaala naag ban baithe hum hi ko kaat khane ko
First time dekha tujhe love ho gaya ... second time mein sab ho gaya
Pankaj Tripathi
Ladkiyon ke peeche zyada nahi bhaagna chahiye ... lautna mushkil ho jaata hai
Jimmy Shergill
Rishton ki mehak bhi le udhe paad ... ab baap pehda ho rahe hai beton ke baad
Paresh Rawal
Haathi chale bazaar ... kutta hagge hazaar
Swara Bhaskar
Break-up ke dardiley dank se bachne ka ek hi upaai hai ... kabhi love ke jhoothe jaal mein padho hi mat ... if you won't hook-up, you won't break-up
Ranveer Singh
Hum dono ke paas upar waale ka diya hua neeche waala talent hai ... usse waste nahi karna chahiye
Aftab Shivdasani
Main tere saath lagane ko tayaar hoon saat chakkar ... kyun ki mera dil bechain hai tere dil se lene ko takkar
Johnny Lever
Jab hum log sach-much hawai jahaz mein behetke udhenge ... toh inki toh patloon agwaade se geeli aur pichwaade se peeli ho jayegi
Jis tarah ladki ka thopda bighad jaane se usse dulha nahi milta na ... ussi tarah gadi ka thopda bighad jaane se usse savari nahi milti
Amitabh Bachchan
Main hoon Mr. Tolmol, baat karun main gol-gol ... khol doon main sabki pol
Jism ke x-ray ka toh suna tha ... lekin aap toh character ka bhi kar lete hai
Emraan Hashmi
Hamare naseeb mein champagne nahi ... sirf pain hai
Rekha
Main tujhse pyar da petrol maanga tha ... tune toh petrol chidakkar meri pyar di gaadi hi jala di
Jaag Bharatiya naari jaag ... buri bahu bankar ghar mein laga de aag
Salman Khan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory