Zindagi mein kisi bhi mukaam par pahunchkar sabse zaroori hai kuch pal wahan rukna ... peeche dekhna ... aur un logon ko thanks bolna jinki wajah se aaj aap us mukaam par ho
Sharad Kelkar
Tera pati hai na harami, tedha hai par tera hai
Akshay Kumar
Problem aur solution ka faasla sirf ghutne aur zameen tak ka hota hai ... aur ek baar sajda kiya toh problems khatam
Main is area ki queen hoon, queen hoon ... live life queen size
Saala mujhse panga liya hota toh karma tera hisaab karta ... lekin tune mere apno se panga liya ... ab main karma hoon ... ab main tera hisaab karungi
Ek bache ko aasmaan mein udne ke liye par aur oonchai se girne ka dar ... dono maa baap se hi milte hai
Jis din sach mein mere saamne bhoot aaya na ... toh maa kasam chhudiyan pehen lunga chhudiyan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory