Aaj ke zamaane mein sharif hona bahut bada gunaah hai
Annu Kapoor
Duniya ka har bachcha aur lafda ... aurat hi paida karti hai
Unknown
Mooch toh mard ki shaan hai ... jiske chehre pe mooch nahi, woh mard hi nahi hota
Bobby Deol
Jaldi jaldi shaadi karo aur phir aaram aaram se pachtao
Ghadi ho toh Rado, gaadi ho toh Prado ... serial ho toh "Na aana is desh mein Lado"
Ajay Devgan
Upar waale sachche badshah di courier service lagi hai ... jab jisko kuch chahiye hota hai na ... bhej deta hai
Prem Chopra
Kissing handshake se zyada hygienic hai
Ali Zafar
Aye chup chup ... varna aaisi aaisi gaaliya doonga censor board bhi pareshan ho jayega ... kaunsi bhichayein kaunsi audhe
Amitabh Bachchan
Kai baar logon ke liye yeh faisla karna mushkil ho jaata hai ... ki hamara dil bada hai yah hamara bungla
Fardeen Khan
Husband aur suraj dono bewafaa hote hai ... aata hai Kiran ke saath, rehta hai Roshni ke saath aur jaata hai Sandhya ke saath
Mallika Sherawat
Aye amavas ke chamakte chaand
Satish Kaushik
Aye tamatar ke aakhri daane
Kauva oonchai par bahetne se kabootar nahi ban jata
Raaj Kumar
Main koi universal charger hoon ... kahin bhi ghused doge
Manish Paul
Saala badsurato ko hamesha achcha maal mil jaata hai
Baap se nazaren milaoge ... toh andhe ho jaoge
Humse garmi aur garibi bardaasht nahin hoti
Bharat Kapoor
Yeh ball ko hole mein dalta hai ... main life ko hole mein dalta hoon
Gulshan Grover
Humko maloom hai heaven bahut beautiful jagah hai ... par wahan jaane ka humko itna jaldi nahi hai
Naseeruddin Shah
Note mat karo, feel it ... feel karo, feel karo
Goga Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory