Abhe dukaan pe itni goli maarunga hagega toh dhuaan niklega ... woh bhi ruk-ruk ke
Vijay Raaz
Ladki ke paas aansun nahi brahmastra hota hai ... jahan girati hai wahin qayamat dhaati hai
Unknown
Hamari bewakoofi thi joh unse dil lagaya tha ... zamane se begaari thi unhe apna banaya tha ... jinhe humne haar samjha tha gala apna sajane ko ... ur woh kaala naag ban baithe hum hi ko kaat khane ko
Hindi filmon ka paikhana kuch is tarah hota hai ... ki koi bhi, kuch bhi, kabhi bhi kar sakta hai
Jab kisi bewakoof ko poorna aanshik roop se kisi laundiya ke prem mein duboya jaata hai ... toh ladki ki maangein ladkon ke jeb ke bhaar se dugni ho jaati hai
Sangeen duniya mein qatil ka pataa nahi poochte ... aashiqon ke lutte dil hi bata denge ke bewafa kahan revhe hai
Aashiq aur waqt ki badi hi dushmani hai ... jab insaan aashiq ban jaata hai toh waqt kat'ta nahi hai
Saalon se tayaar kiye gaye ghode daud nahi paate ... aur kabhi kabhi langde ghode bhi race jeet jaate hai
Ladki apne aap mein hi ek paushtik aahar hoti hai ... jise dekhne ke baad kisi tonic ya chyawanprash ki zaroorat nahi padti
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory