Itihaas badalne waale ka naam, kabhi itihaas mein nahin hota hai
Mithun Chakraborty
Kasam khakar aagaya hai inteqam ka yeh angaraa ... bajaonga aaj teri maut ka nakaraa
Main gareebo ke liye hero hoon ... aur tum jaise logon ke liye villain ... naam hai mera Shankar, hoon main Gunda No.1
Mera naam hai Chutiya ... aachoon aachoon ki khadi karta hoon main khatiya
Shakti Kapoor
Zyada badbad karke, apni zindagi mein maut ki gadbad mat kar
Mohan Joshi
Marne ke baad bhi unki botiyan ... dard se tadapti rahengi
Main un logo ki gundagiri ko maut ki woh vardi pehnaonga ... jise kafan kehte hai, kafan
Mera naam hai Bulla ... rakhta hoon khulla
Mukesh Rishi
Tujhe banakar maut ke mooh ka nivala ... tere seene mein gaad doonga main maut ka bhala
Rami Reddy
Main hoon jurm se nafrat karne waala ... sharifon ke liye jyoti, gundon ke liye jwala
Hum janwaron ka nahin ... insaanon ka shikaar karte hai
Hamare samne tumhari wahi aukaad hai ... joh kainchi ke samne kapde ki hoti hai
Bheegi hui cigarette kabhi jalegi nahin ... aur yeh tay hain ki ... teri maut ki tarikh kabhi talegi nahin
Gundagiri aur netagiri dono ek hi baap ki do harami aulad hai
Ishrat Ali
Tere andhar aag bhar degi yeh goli ... phir tu phaad dega uski choli
Dholak toh hijre bajate hain ... aur jab mard bajane par aata hai ... toh dunka bajata hai
Roti hoti hai khane ke liye ... aur boti hoti hai chabane ke liye
Mera naam hai Ibu Hatela ... maa meri chudail ki beti, baap mera shaitan ka chela ... khayega kela?
Harish Patel
Supari ka sauda noton se nahin ... laashon se hoga
Mera naam hai Lambu Aata ... saale ko doonga maut ka chaata
Mera naam hai Pote ... joh apne baap ke bhi nahi hote
Jab yeh kapda kafan bankar kisi ko lipat jata hai na ... tab usse dafan hona hi parta hai
Khada kar diya hai mera ... gusse se ek ek baal khada kar diya hai
Lashein is tarah se tapkengi ... jaise nanne munne bachche ki noni se pishaab tapakta hai ... tap tap
Pehle tere maathe par hai maut ka sehra sajne waala ... phir meri gundagardi ka hai dunka bajne waala
Face Sonali, taange Raveena aur aankhen Karishma
Jis tarah train ke aane par station kaapne lagta hain na ... ussi tarah mere khauf ka bhukaar, tum sab ko kaapne par majboor kar dega
Badshah ki behen ho ya fakir ki beti ... ek na ek din aati hai mard ke neeche bajane ke liye seeti
Gundagiri ko khatam karne ke liye ... mujhe gunda banna padega
Desh ke dushman tera hoga mooh kaala ... aaj Bulla ka janaza hai uthne waala
Jal gaya hai badan teri behen ka ... kar bandobast ab Lambu Aata ke kafan ka
Rana Jung Bahadur
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory