Saath na rehne ke bahut saare bahane ban jaate hai ... par saath rehne ka bas ek bahana bahut hai ... pata hai kyun ... pyar
Tanvi Azmi
India mein guest aur pest aise hi kabhi bhi kahin pe bhi aa jaate hai
Kartik Aaryan
Pant pe gira pani aur phisli huyi jawani bada badnaam karti hai
Paresh Rawal
India Pakistan mein biwi shohar ke bare mein agar itna jaante honge, toh phir woh biwi shohar nahi honge ... Karan aur Johar honge
Sanjay Mishra
Tu shaitaan ki aulaad hai, gadhe da bateeja hai ... tere maa baap ki galti ka nateeja hai
Rishton ki mehak bhi le udhe paad ... ab baap pehda ho rahe hai beton ke baad
Bal se kiya hua kaam balaatkar hota hai
Tere liye kaam karte karte logon ka paseena nikla ... aur tu toh bahut bada kameena nikla ... tune toh bola tha tu izzat dega ... lekin kya pata tha tu saala hamari bhi le lega
Buzurgon ki paad toh bachon ke liye aashirwad samaan hoti hai
Municipality ke nal se pani aaye na aaye ... inki aankhon se behna shuru ho jaata hai
Bache toh mitti ke khilone hote hai ... kaske pakdo na toh toot jaate hai
Arre sharam hai toh yaad kar apne vaade ... kutte, kamine, sovar ke pyaade
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory