Temper nahi ... otherwise my temper will hamper you
Ranveer Singh
Ek France banda, German banda speak wrong English ... we no problem ... ek Indian banda say wrong English ... banda hi bekaar ho jaata hai ji
Irrfan Khan
Aap kamai mein joh maza hai na ... woh maza na baap kamai mein hai, na paap kamai mein hai
Shahrukh Khan
Side se dekho toh Vyjayanthimala, peeche se dekho toh Madhubala, samne se dekho toh husn ka pyala
Laxmikant Berde
Omar sharifon ki tarah behave karo
Mahesh Manjrekar
Mera dil bada hai ... I have expanded my heart
Zindagi mein agar jeena zaroori hai ... toh peena bahut zaroori hai
Dalip Tahil
Pyar picturon mein hi achcha lagta hai ... extra baatein edit kar dete hai
Saif Ali Khan
Lagata hai tumhari aankhon mein soovar ka baal hai
Paresh Rawal
Matlab nikal gaya toh pehchante hi nahi ... ladki kya mili hum mein jaante hi nahi
Rajpal Yadav
Gaadi mein aur biwi mein kya farak hai yaar ... chalte chalte gaadi bighad jaati hai, behte behte biwi bighad jaati hai
Johnny Lever
Behen ke ghar bhai kutta ... aur sasur ke ghar jamai kutta
Unknown
Sochne ke waqt kahan, yeh koi aur gul khilayegi ... baat jungle ki aag hoti hai, lakh rokoge phail jayegi
Pran
Chillar ka pata nahi ... lekin mujh mein change aa gaya hai
John Abraham
Jab tune us ladki ko taste nahi kiya hai ... toh uske liye apni life waste kyun kar raha hai
Arshad Warsi
Aaisa diya aashirwad, ki teri chokri ka ghar ho gaya aabaad ... aur tera sadaa ke liye barbaad
Vinod Khanna
Roses are red, violets are blue ... roz roz SMS karne waale, kaun hai be tu?
Shahid Kapoor
Mangetar ek aaisi suvidha hai jisse woh har sukh milta hai joh hum mein biwi se milta hai ... lekin biwi se joh dukh milta hai woh hum mein mangetar se zara sa bhi nahi milta
Akshay Kumar
Haath mein rakhiye note ... with a smile on your honth
Andar ki baat ho, tera mera saath ho ... mere kachche banyan pehno, din ho ki raat ho
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory