Nahalo, dholo, nikalo kitna bhi mail badan ka ... phir bhi na nikle mail badan ka, kyun ki yeh pani hai jail ka
Unknown
Jab ghee seedhi ungli se na nikle toh ghee chamach se nikaal lo ... kyun ki har jagah ungli nahi ki jaati
Ban gaya main bhi mazdoor aaj se ... aaj chutti hai, kaam karoonga kal se
Amjad Khan
Mujhse baimaani mat karna main bahut pahuncha hua aadmi hoon ... baimaani mein shaitan ko tuition deta hoon
Kader Khan
Yeh ajeeb sa khela hai ... haan aur na ka mela hai ... shakkar ka daana kabhi karela hai ... kabhi Savita, kabhi Sunita, kabhi Bela hai
Hum hai police ki naak ke baal, insaaf ki dhaal, havaldar Bankelal ... chal do rupai nikaal
Shakti Kapoor
Tumhare dil ke jail mein umar bhar ke liye qaid ho gaya hoon ... chahkar bhi yahan se riha hone ka koi chance nahi ... aur tumhari zulfon ki zanjeeron mein is tarah jakad gaya hoon ... ki agar chahon bhi toh usse todh nahi sakta
Akshay Kumar
Mard hai na ek aurat ke saath bore ho jaata hai ... aurat bore nahi hoti ... aur jab mard bore ho jaata hai toh uske joh hormones hai na usko attack karne lagte hai
Arshad Warsi
Dame ki bimari kuch aaisi hai jaise ghar aaya hua mehmaan ... aaj hai, kal nahi
Saif Ali Khan
Hilna nahi ... hilega toh dobara life mein hilne ka chance nahi milega
Jinke saath main yeh sab karta tha na woh sab party pack the ... yeh family pack hai
Gulshan Devaiah
Tumhe dekhte hi mere dil ka diwala aaisa nikal gaya hai jaise kisi satodiya ka nikal jaata hai ... aur mere jeevan ka karobar poora beh gaya hai ... yeh tabhi chalega jab tum apne prem ka finance mujhe dogi
Dhumal
Maar maarke bura haal karenge ... aur dhoti phaadke rumaal karenge
Vadi vadi country ke andar chotiyan chotiyan dressan paake ... te puppiyan, te jhappiyan maarke rijha le apne pati nu
Isko daru na mile toh hangover ho jaata hai
Ranveer Singh
Stall ka pachees, balcony ka pachaas ... ek ticket bacha hai, baki sab khallas
Jab samne waala garam hota hai na ... toh khud ko naram rehne ka
Paresh Rawal
Agar naali ke keeday ko duniya bhar ka sabun ikattha karke bhi saaf kiya jaye, usko dhoya jaye ... toh bhi woh gande ka ganda hi rahega
Dilip Kumar
Ram banaye jodi ... gadhe ko mil gayi ghodi
Ritesh Deshmukh
Main toh film bhi dekhkar pasand karti hoon, story sunkar nahi ... ussi tarah main ladka bhi dekhkar pasand ya napasand karoongi
Madhuri Dixit
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory