Duaon se swarg aur narak ke faisle hote hai ... kanoon ke nahi
Mohan Joshi
Jurm ki chataan ko kranti ki lehren takra takrakar todh deti hai
Alok Nath
Ab tak tum is vardi ki ahmiyat ko samajh nahi paye ho ... kyun ki tum ek aaise dimak ho jisne is police station ki deewaron ko itna khokla kar diya hai ... ki koi mamuli sa ladka isse todh sakta hai
Jab samne waala garam hota hai na ... toh khud ko naram rehne ka
Paresh Rawal
Padhe likhe logon ke saath mein hai na, kabhi likha padhi ka kaam nahi karna chahiye
Ab tak tera muqabla buzdilon se hua hai ... jab samna is mard se hoga na ... toh teri yeh sher banne ki galatphami door ho jayegi
Sunil Shetty
Paap ka ghinauna rang main teri aankhon mein dekh raha hoon ... yeh rang maut ka elaan hai ... tu hi nahi, tujh jaise har paapi ka anth ab bahut hi nazdeek hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory