Hinsa paap hai, magar bhagwan Krishna ne kaha hai ... kisi ki jaan bachane ke liye ki gayi hinsa dharam hai
Sonakshi Sinha
Bhagwan ne do hi toh achi cheezein banayi hai ... filmein aur main
Richa Chadda
Joh sacrifice karta hai ... God usse sabse zyada pyar karta hai
Unknown
Wah upar wale ... tu jab bhi leta hai na ... thappad maar maarke leta hai
Kunal Khemu
Atmavishvas se insaan ko hi nahi ... bhagwan ko bhi jeeta ja sakta hai
Om Shivpuri
Dawa khali shareer ke hadh tak asar karti hai ... magar dua dil ke gehraiyon se hoti hui bhagwan tak pahunch jaati hai
Uparwaale ne daulat aur khane ka muqaddar alag alag kaagazon pe likha hua hai ... jisko daulat zyada deta hai uska khana kam kar deta hai ... jisko khana zyada deta hai uski daulat kam kar deta hai
Kader Khan
Jaako raakhe saaiya maar sake na koi ... aur jaako maare saaiya usse bacha sake na koi
Moushumi Chatterjee
Aapke haathon bikke hum, uski kudrat dekhiye ... baat ki sholon ki, aur khud pani pani ho gaye
Sonam
Bhagwan aur chahe kuch banaye ... par aadmi ko pagal na banaye
Rajendra Nath
Dharam afeem ki woh goli hai ... jisse sari janta ko mast rakha ja sakta hai
Satish Shah
Hum jatt log hai ... hum mein jet lag nahi hota
Aye aasmaan tere khuda se nahi hai khauff ... aye zameen tere aadmi se darr lagta hai
Prem Chopra
Saare devtaon mein yamraj hi ek aaisa devta hai jiske naam ke baad bhi kuch nahi lagaya jaata ... na ji, na babu ... aur na hi uske naam ke pehle shri lagaya jaata hai ... kyun ki yamraj apne aap mein ek poora naam hai ... yamraj sirf yamraj hai
Gulshan Grover
Sui ke is chote se chhed mein se oont jaisa bhari bharkam janwar guzar sakta hai ... magar ishwar ke raj mein daulat ka pujari kabhi nahi ja sakta ... kyun ki wahan daulat ka koi mol nahi
Dharmendra
Duniya mein kuch kaam aaise hote hai jinhe karne ke liye bhagwan insaan banata hai ... aur woh insaan utne hi bade hote hai, jitna bada bhagwan khud hota hai
Sulochana Latkar
Zindagi mein Allah aur maa ke baad is roti ko izzat di hai ... isse main zameen par girakar beizzat nahi hone doonga
Jackie Shroff
Dharam ki aag se dil ke chirag jalte hai ... bhatakne waale issi roshni mein jalte hai
Jis tarah Musalman ko pyari hai jumme ki namaz ... ussi tarah mujhe pyara hai jumme ko theater Delnaaz
Manoj Pahwa
Jab ek musalman apni haan par utar aata hai ... toh bade se bade shaitan ka muqabla kar leta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory