Mere marne ka maatam mat karna ... maine khud yeh shahadat chunni hai ... main jeeta hoon marne ke liye ... mera naam hai sipahi
Ajay Devgan
Kameez ke toote huye button se lekar tooti huyi himmat tak ... aurat kuch bhi jodh sakti hai
Bahe khoon mera toh Hindustan ke liye ... agar jaaye meri jaan toh Hindustan ke liye ... ya Allah yehi toh aarzu hai meri ... aur ab main chahti hoon Allah tera karam aur tirange ka kafan
Nora Fatehi
Agar Taj Mahal pyar ki nishani hai ... toh Hindustan tere baap ki kahani hai
Hai liye hathyar dushman taak mein baitha udhar ... aur hum taiyaar hai seena liye apna idhar ... khoon se khelenge Holi, ghar watan mushkil mein hai ... sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai
Sharad Kelkar
Maratha sirf do hi baat jaanta hai ... maarna ya marna
Ya khuda teri adalat mein meri ek zamanat rakhna ... main rahoon ya na rahoon, mere Hindustan ko salamat rakhna
Jung hathyaron se nahi ... veeron se ladi jaati hai
Hinsa paap hai, magar bhagwan Krishna ne kaha hai ... kisi ki jaan bachane ke liye ki gayi hinsa dharam hai
Sonakshi Sinha
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory