Isse badi saza kya hogi ... ki jaan bhi nikaal li aur zinda bhi chhod diya
Har goli ke saath sirf beta nahi ... ek maa bhi mar jaati hai
Khana khao, taqat aayega ... bahar jaake beizzati mat karana
Joh mera paisa dooba ... toh main dugna tere pichwaade mein haath dalke nikalongi
Pehle payment phir enjoyment
Dil kyun kisi par aitbaar karta hai ... yeh bas dil hi jaanta hai
Duniya ki tarah kahani bhi chalti hi rehti hai ... uska kabhi koi perfect the end nahi hota
Yakeen ke chakke pe toh duniya ghoomti hai ... maano toh mitti mein khazana hai, na maano toh khazane mein mitti
Shaadi karega? ... saala jhandu!
Har chehre par emotions hote hai ... aur unmein basi alag alag kahaniyan
Main shaadi shuda hoon ... par kismat ki maari hoon ... magar apne baap ki janni nahi joh jhooth bolun ... main aaj bhi tumhari hoon
He can escape ... but no one can escape him
Joh na karta tumse pyar ... usko maaro jootey char
Kuch logon ko pata hota hai ki kya karna hai, kahan jaana hai ... aur woh apne taqdeer se lad-jagadkar apna maqam bana hi lete hai ... aur kuch logon ko kainaat chunti hai ... unhe bas us chunne huye raste pe chalna hota hai
Rishtey darwazo ki tarah hote hai ... koi naya rishta judhta hai toh darwaze khulte hai ... koi rishta tootta hai toh darwaza bandh ho jaata hai ... par kuch darwaze hum itni zor se bandh karte hai ki woh darasal bandh hi nahi hote ... bas jhoolte reh jaate hai ... aur humein pata bhi nahi chalta par halke se khule reh jaate hai
Main kunwari hoon ... tezz kataari hoon ... par main tumhari hoon
Kauva ho ya hans ... har panchi ki fitrat rehti hai udaan barne ki
Bhagwan ne do hi toh achi cheezein banayi hai ... filmein aur main
Jahan na pahunche ravi, wahan pahunche kavi
Ishq nahi full-on ishqeria ho gaya tha mujhe
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory