Zindagi ka mazaa toh khatte mein hi hai
Upar ke yamraj ko hukum dena padta ki woh kisi ki zindagi ko maut mein badal de ... lekin zameen ka yeh yamraj kisi ke hukum ka intezar nahi karta ... woh khud maut ka faisla karta hai
Zindagi mein sabse badi khushi tab milti hai ... jab aapki country ka flag shaan se lehra raha hota hai
Hum jurm ki duniya ka colonel hoon
Humse aankhen milane wala ... bahut jaldi aankhen bandh kar deta hai
Iske tukde tukde karke poore gaon mein prasad ki tarah baant do
Sara chali gaye jaane de ... tujhe pyar chahiye kahin aur se aane de
Tune ek kadam bhi aage badhaya toh talwarein chal jayengi ... aur tere is saathi ki choti choti botiyan banke hawa mein bikhar jayengi
Bechkar imaan kamai daulat toh insaan kya ... namak khaya jis watan ka, ussi ka na hua toh Musalman kya
Dobara agar koi chaal chalne ki koshish ki toh main nahi bolunga ... meri AK47 bolegi
Aaj ke is kalyug mein ... tumhara bhagwan bhi is shaitan se darta hai
Sar jhukane ka anjaam ... sar katane se kitna bura hota hai
Kitna bhi bhaag lo ... gham, yaadein aur karza peecha nahi chhodte
Tumhare shareer ke pedh par ... jawani ka naya phool khil gaya
Apne dhande mein havas chalti hai ... ishq nahi chalta
By God, dil garden garden ho gaya!
Pyar se gale lag ja toh rani bana doonga ... nahi toh pani pani kar doonga
Kuch log baaton ki nahi laaton ki zabaan samajhte hai
Jab shaadi ko kuch saal ho jaate hai na ... toh usse chalane ke liye do ki nahi, teen ki zaroorat hoti hai
Hamari duniya mein pehla mauka hi aakhri mauka hota hai ... chahe jeene ka ho, chahe marne ka
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory