Number ka hisaab toh mitake theek kiya jaa sakta hai, lekin rishton ka hisaab agar ek baar bighad jaata hai na ... toh na mitaya jaa sakta hai, na theek kiya jaa sakta hai
Kirti Kulhari
Yeh joh public apne family ke liye ghutati hai, ladti hai, magar darti hai ... inke darr ko joh kayarta samajhte hai na, unko yeh jaan lena chahiye ... ki aam aadmi apna chehra chupaye hisaab laga raha hai ... aur waqt aane par sabka karega hisaab barabar
Madhavan
Jab koi aam insaan paanch-paanch rupaye jodke sapne bhun raha hota hai ... toh woh is baat se anjaan hota hai, ki kahin koi uske sapno ke sirhon se apna sweater bhun raha hota hai
Neil Nitin Mukesh
Jiske paas paisa nahi hota uski koi izzat nahi karta ... aur jiske paas paisa hota hai woh kisi ki izzat nahi karta
Unknown
Agar kisi ko phasana ho na toh hazar ideas hai ... kisi ko bachana ho toh sirf ek system kaafi hai
Main sirf do logon se darta hoon ... ek bhagwan se, aur ache insaan se
Yeh joh common man hota hai na, iski imaandari ki imaarat mein ek mini bhrashtachar ki eenth lagi hoti hai ... aap bas us eenth ko khiska do ... imaarat joh hai woh khud ba khud deh jayegi aur agla bhoj tale mar jayega
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory