Marathe mitti mein dafan nahi hote ... mitti mein bhoye jaate hai
Ritesh Deshmukh
He Hindavi swarajya vhave, hi tar shrinchi icha
Hum sab toh bhagwan ke khilone hai ... woh jab chahta banata hai, jab chahta hai todh deta hai
Leela Mishra
Jab tumhare aas paas koi na ho, koi raasta na dikhe ... toh sab kuch us upar wale pe chhod dena ... kyun ki woh kabhi kisi ko khali haath nahi chhodta ... prayers have power
Rashmika Mandanna
Joh lakhon karodon ke samajh mein aa jaye wohi meri zubaan hai ... joh lakhon karodon ko bha jaye wohi mera jazba hai ... mera dil na Hindu hai, na Musalman hai, na Sikh hai, na Isaai hai ... mera dil insaan hai, mera dil Hindustan hai
Dev Anand
Har insaan bhool karta hai ... aur joh bhool nahi karta uska naam hai bhagwan
Unknown
Khuda khud haseen hai aur har haseen cheez mein nazar aata hai
Sanjeev Kumar
Mohabbat kudrat ka shabab hai ... khuda ka noor hai
Main sirf teri jaan lena nahi chahta ... main yeh chahta hoon ki tu tadap tadapkar mare ... guzarne waala har pal tujhse kahe ki yamdoot tere peeche peeche aa rahe hai
Rajeev Verma
Yeh husn Allah Allah, nazar tauba tauba ... ki ek hi jhalak mein khudai bhula di ... haseeno ne loota hum mein ... aur humne haseeno pe sari jawani luta di
Rehmat-e-khuda ki jis par ho barasti ... uski kya mitta sakega koi hasti
Naseeruddin Shah
Woh mera landlord hai ... insaan ko land se lord ke paas pahunchta hai
Amitabh Bachchan
Mandiron mein beheta rahega parmeshwar ... ishwaron ka ishwar banega Rajeshwar
Gulshan Grover
Meri zindagi ka maqsad, mera dharam, imaan sirf ek cheez hai ... rupaiya
Nazaron se girne ke baad mandir ka devta bhi ... sirf ek patthar reh jaata hai
Yogeeta Bali
Woh log bhi is duniya mein nahi rahe ... joh dharm ki deewar khadi karke pyar ke aade aaye
Rama Vij
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory