Jab hum kash lagate hai ... toh hamare dushman gash khakar gir jaate hai
Raaj Kumar
Yeh dil hai na ... tractor ki engine ki tarah dhadakhta hai
Sanjay Dutt
Iski subah suna rahi hai iske raat ka fasaana
Unknown
Aasmaan se gire aur khajuraho mein atke
Akshay Kumar
Jawani taste karne ke liye hoti hai ... waste karne ke liye nahi
Vidya Balan
Jab chehra tumhari tarah lamba aur patla hota hai na ... toh akhiyon se goli hi chalti hai ... hamare jalebi jaise chehre se sirf ghee hi tapakta hai yaar
Insaan ko hamesha clean hi hona chahiye ... dirty toh picture bhi hai
Boman Irani
Kabhi aapko waqt mile toh mere ghar aao na ... main aapko chawal doonga phir daal doonga ... dal maa ke haath ki dal
Pehle daru peeta tha, maar peet karta tha ... toh Singham tha ... maine isse sab kuch chhudake chewing bana diya
Sonakshi Sinha
Peeke hai kya?
Tum ek bahut badi daayan ho joh apne aap ko Draupadi se kam nahi samajhti hai
Tabu
Kya khadi baatein banati hai ... khuda ka khauf kar, kyun aag is ghar mein lagati hai ... zara soorat toh dekh apni, tujhe Raanjha satayega ... tu jis raste se guzregi, woh us raste na jayega
Social service hai tumhari smile ... dekho dekho tension kam ho rahe hai duniya mein
Saif Ali Khan
Dhanda karte hai chote log ... bade log karte hai business
Ajay Jadeja
Cheel ki chaunch mein angoor, khuda ki kudrat ... pehlu-e-hoor mein langoor, khuda ki kudrat
Sridevi
Gunaah karneka lekin pakde nahi janeka ... pakda gaya toh gunaahgar ... nahi pakda gaya toh sahukar
Telephone uthakar khamosh rehna mardo ka kaam nahi hai
Agar ek ladki ne zakhm diya hai na ... toh marham sirf doosri ladki laga sakti hai
Kunal Khemu
Sperm se thoda upar aakar dekho ... heart naam ki cheez hoti hai
Ayushmann Khurrana
Main Teja hoon kyun ki mera naam bhi Teja hain
Paresh Rawal
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory