Agar nahin kaata na, toh aaisi jagah katunga ... tu confuse ho jayega ki pant pehnu yah ghagra
Emraan Hashmi
Aurat joh hai na, rainbow ki tarah hoti hai ... jitne rang utne roop
Har aadmi ke liye ek aurat bani hai, usse bach gaye ... toh life ban jayegi ... varna gaye
Mujhe to chadhi zehar ki tarah ... ki ab pani bhi peeta hoon na to aag lag jati hai
Main Silk hoon, Silk ... koi film nahin joh interval ke baad badal jaoongi
Vidya Balan
Tumhari baaton mein itna horsepower hai na ... ki aadmi ke dimag kharab ho jaate hai aur godhon ka chalna shuru
Tusshar Kapoor
Raat ko barah ki sui ke tarah chipke rehte ho ... aur din me che ki tarah
Bachche bhi tumse zyada kapde pehente hai
Jab sharafat ke kapde utarte hai ... tab sabse zyada mazaa sharifon ko hi aata hai
Naseeruddin Shah
Holi khelne ka shaunk hai ... par teri pichkari mein dum nahin
Har film ka ek hi hero hota hai ... director
Jab zindagi ek bar mili hai toh ... do bar kyun soche
Insaan ka jab waqt achcha hota hai tab logon ko uske phatte kapde bhi stylish lagte hai ... jab taste badalta hai tab wohi log uske kapde phadne lagte hai
Touch toh bahuton ne kiya hai ... par chuha kisi ne nahin
Filmein sirf teen cheezo ke wajah se chalti hai ... entertainment, entertainment, entertainment ... aur main entertainment hoon
Dikhana wahi chahiye ... joh log dekhana chahte hai
Public samaan dekhti hai ... dukaan nahin
Girlfriend pehle pehle malai jaisi lagti hai ... phir dheere dheere cholesterol jaisa feel deti hai ... and finally seedhe heart attack
Jawani taste karne ke liye hoti hai ... waste karne ke liye nahi
Mujhe joh chahiye ... uska maaza sirf raat ko hi aata hai
Taarif mein gaali de rahe ho yah gaali mein taarif kar rahe ho
Aaise mat dekho ... lagta hai marinated murghi ko tandoor dekh raha hai
Yeh sab idli, rasam aur rum ka kamaal hai
Kuch logo ka naam unke kaam se hota hai ... mera badnaam hoker hua hai
History uthake dekh lo, do cheezein hamesha common rahi hai ... mardon ka zamana raha hai ... auraton ne aake aafat ki hai
Dil bhale hi left mein hota hai ... lekin uske faisley hamesha right hote hai
Heroine ki zindagi is like an elected government ... paanch saal tak party ... uske baad support
Woh item number ka guitar thi, main sufi gaane ka ek tara ... boss woh star thi aur mera toh tara hi doob gaya tha
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory