Chakli, chivda, gud papdi, samose ... mera toh sab ram bharose
Deepika Padukone
Zakhm dene waala bhi wohi hai, bharne waala bhi wohi hai ... insaan toh sirf marham rag sakta hai
Pran
Yeh sach hai ki har dharam ne ek rang ko chun liya hai, par rang ka toh koi dharam nahi hota ... haan kabhi kabhi insaan ka mann kaala zaroor ho jaata hai joh usse rang mein bhi dharam dikhai deta hai
Bhagwan ko milne ke liye log mandiron mein jaate hai, apne bag mein uski tasveer rakhte hai, gadi mein photo tangte hai ... lekin apne dil mein usko koi nahi rakhta hai
Emraan Hashmi
Urdu jaisi nafazat kahan, mohabbat jaisi ibaadat kahan ... imaan par kayam reh sake toh, Musalman jaisi taqat kahan
Sunny Deol
Agar bhagwan ne paida kiya toh khuda ne paala ... issa ne zinda rakha toh waheguru ne sambhala ... mera koi rab nahi, koi ek mazhab nahi
Sidharth Malhotra
Apne bhagwan ki raksha karna band karo ... nahi toh is gola mein insaan nahi sirf joota reh jayega
Aamir Khan
Bhagwan ka screenplay bhi ajeeb hai ... kabhi kisi ko muqammal jahaan nahi milta
Himesh Reshammiya
Darya bhi main, darakht bhi main ... Jhelum bhi main, chinar bhi main ... dair bhi hoon, haram bhi hoon ... Shai bhi hoon, Sunni bhi hoon, main hoon pandit ... main tha, main hoon aur main hi rahoonga
Irrfan Khan
Jithe maafi hai uthe pyar hai ... jithe pyar hai uthe rab hai
Sonakshi Sinha
Main kya karoon bhole, bhole bam bhole ... jis devi ne madad ka vachan diya, ussi ne haath todhe
Unknown
Pray to whatever god you want ... just pray to the power, not the picture
Vidya Balan
Tohar ko itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai ... kitna chahte hai ka batayen ... seena cheer ke dikhayen Bajrangbali jaisa?
Nawazuddin Siddiqui
Yeh kambhakt mohabbat cheez hai hi aaisi ... joh kabhi patthar ko bhagwan ... toh kabhi farishtey jaise insaan ko patthar bana deti hai
Rani Mukherjee
Yudh mein saikadon ko maarne waala nayak hai ... lekin joh kisi ek ke bhi pran bachaye woh devta hai
Ramya Krishnan
Koi hum mein sant kehta hai, koi kehta hai farishta, koi kehta hai guru, toh koi kehta hai bhagwan ... lekin hum toh hai sirf ek insaan
Gurmeet Ram Rahim Singh
Insaan ke ek kande par farishta aur doosre kande pe shaitan behta hota hai
Khuda itni zehmat kar ... ke bandhe thodi rehmat kar
Imran Khan
Mandir aur masjid dono milenge ... guzrega is desh ki jis gali se ... madad milegi har kisi ko ... maango ya Ali se ya Bajrangbali se
Chidiyon se main baaz ladaun ... gidderon se main sher banaun ... sawa lakh se ek ladaun ... tabhe Gobind Singh naam kahaun
Akshay Kumar
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory