Koi umeed bar nahi aati, koi soorat nazar nahi aati ... maut toh ek din moiyan hai, neend raat bhar kyun nahi aati ... pehle aati thi haal-e-dil pe hassi, ab kisi baat pe nahi aati
Pehda toh main bhi sharif hua tha ... par sharafat se apni kabhi nahi bani
Ek ek paisa gin lena thook laga ke ... yeh ho na ho hum toh traditional kaminey log hai
Bhagwan ke bharose mat baithye ... kya pata bhagwan humre bharose baitha ho
Tumko yaad kar karke haath dukh gaya hamara
Jisse zindagi ki parvah hoti hai ... maa kasam maarne ka mazaa us hi ko aata hai
Raees ka aur mera rishta bada ajeeb hai ... paas reh nahi sakta aur saala door jaane nahi deta
Shandar, zabardast, zindabad!
Ek din naak mein nakel daalke kheench ke leke jaaunga tujhe main yahan se
Tohar ko itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai ... kitna chahte hai ka batayen ... seena cheer ke dikhayen Bajrangbali jaisa?
Jab tak todenge nahi ... tab tak chhodenge nahi
Pabandi hi bagavat ki shuruvaat hai
Dil ko rashtriya khel ghoshit kar dena chahiye ... sab khelte hai iske saath
Jaan dene ki cheez nahi hai ... lene ki hoti hai
(Bhagwan har jagah nahi hota hai) ... Issi liye toh usne maa banayi hai
Jeet mein toh har aadmi saath deta hai ... saathi toh woh hai joh haar mein bhi saath de
Yeh dhande mein do cheezo pe kabhi bharosa nahi karna chahiye ... ek toh khud se pehda hone waale khauf pe ... aur doosra kisi ke saath pe
Khel koi bhi ho ... hum gareeb log ya toh jeette hai ... ya seekhte hai ... haarte kabhi nahi
There is no great genius without some touch of madness
Nafrat badi aasani se bik jaati hai ... lekin mohabbat
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory