Is duniya mein zinda rehne ke liye ... bhigda hua hona bahut zaroori hai
Amitabh Bachchan
Heart attack se mard marte hai ... kyun ki hamare pass dil hota hai
Don't horny me!
Suresh Menon
Ghar waala ghar nahi ... hum mein kisi ka darr nahi
Mukesh Tiwari
Face hai bhola ... andar se bomb ka gola ... dil mein dhamaka kar gayi yaar
Akshay Kumar
Panga na le faltu ... aayi bala ko taal tu
Emraan Hashmi
Ek baar agar mera dimaag garam ho gaya na ... toh thanda bhi fatafat ho jaata hai
Paresh Rawal
Risk toh Spiderman ko bhi lena padta hai ... main toh phir bhi salesman hoon
Ranbir Kapoor
Jinke ghar sheeshe ke hote hain ... woh batti bujhakar kapde badalte hain
Prem Chopra
Roz nau baje Bachchan sahab TV pe aakar chilate the ... ki Kaun Banega Crorepati, Kaun Banega Crorepati ... tab main samjha ki crorepati banane ke liye ... sabe pehle "Con" banana zaroori hai
Sanjay Dutt
Pata hai stupidity ki height kya hai ... ek kangi ke liye ladte huye do ganje
Ritesh Deshmukh
(Pyar se dekho) ... Arre hamari g**nd phatti huyi hai, kahan se layenge pyar
Rajkummar Rao
Laxmi ji ki kripa se paisa toh itna hai ki Dhanteras pe aap hi ki dukaan khareed ke aap hi ko gift karde
Insaan ko hamesha seedha hi hona chahiye ... ooltah toh Tarak Mehta ka chashmah bhi hai
Boman Irani
Galati toh hui thi mujhse ... par galati manne ki ek aur galati karne ka mood nahi tha
Sikka hila toh pass!
Sunny Leone
Yeh kahan le aaye kaptan ... nazar aata nahi koi makan ... sirf kabristan kabristan
Deven Verma
Aaj mile hai saare friends old old ... sab milke khao zarda "Gopal Gold"
Ashok Saraf
Ladki khoobsurat ho aur Scooty par ho toh pyar ho jaata hai ... aur jab ladki badsurat ho aur Mercedes mein ho toh pyar jhak marke karna hi padta hai
Sanjay Mishra
Achcha hua sanam hum bewafaa nikle ... wafaadar toh kutte hote hai
Mahesh Manjrekar
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory