Ek tu Sardar, ek main Sardar ... baki sab bekaar
Unknown
By God, dil garden garden ho gaya!
Gulshan Grover
Yeh kaun hai yaar ... chalu episode mein commercial break ki tarah beech mein aa jata hai
Johnny Lever
Isko din mein dikh gaya tara ... kya kheench ke chaata mara
Deven Verma
Girlfriend pehle pehle malai jaisi lagti hai ... phir dheere dheere cholesterol jaisa feel deti hai ... and finally seedhe heart attack
Tusshar Kapoor
Aaj Sunday hai, toh daru peene ka din hai
Rajinikanth
Upar waala bhi aapse do yah teen din hi bada hoga
Arshad Warsi
Tu mera pati ... main teri patni ... bhar de meri maang ... nahi toh cheer doongi teri taang
Their father must be a baker because they have perfect buns
Akshay Kumar
Aapki sharafat ke chakkar mein main kayde mein hoon ... varna ab tak mere khud ke do char Al-Qaiday hote
Anil Kapoor
Joh kaam Gandhigiri se na ho na ... woh kaam gundagardi se do minute mein ho jaata hai
Pyar se gale lag ja toh rani bana doonga ... nahi toh pani pani kar doonga
Kuch te aankhan di pardedaari rakh, chahe pyar tu udhaar hi rakh ... phone toh tu karda nahi hai, meri jaan missed callan de maari rakh
Juhi Chawla
Arre woh sharaabi ko aye-khuda maut aajaye ... joh chhodke tujhe paimana mooh ko lagaye
Aamir Khan
Zamanat ho nahi sakti, shanivar ko itvar ko ... main kisi ko chhod nahi sakta, na dost ko na yaar ko
Tumhari yeh baat sunkar mera dil Hyderabad ki tarah aabad ho gaya
Kader Khan
Kya cool cool ... namakool!
Darshan Jariwala
Arre kya baachaoo baachaoo chillarela hai ... izzat lootrein hai kya teri? ... police police chillaneka
Tu dikhta hai chota bhi par tu chutki hai kya ... idhar kya kar raha hai chotya, school ki chutti hai kya
Tu toh sarkari naukri ki tarah ho gaya hai ... badi mushkil se milta hai ... woh bhi kismat waalon ko
Irrfan Khan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory