Duniya mein aaise aaise heere paida huye hai, jinhone sari duniya ka naksha hi badal diya ... kyun ki yeh duniya ko apni alag nazar se dekh paaye
Aamir Khan
Khayal karna bahut zaroori hai ... is mein ilaaj ki shakti hai ... ek marham hai jisse dard mitta hai
Har bachche ki apni khoobi hoti hai, apni kaabiliyat hoti hai, apni chahat hoti hai
Joh dikhta hai humko lagta hai, hai ... aur joh nahi dikhta humko lagta hai, nahi hai ... lekin kabhi kabhi joh dikhta hai, woh nahi hota ... aur joh nahi dikhta, woh hota hai
Unknown
Gyan toh gyan hota hai ... chahe woh zabaani ho ya likhit
Apni ambitions ka wajan apne bachcho ke nazuk kandhon pe daalna ... it's worse than child labour
Patri se hatkar bahut kam log soch paate hai
Padhne likhne ke liye aksharon ki awaaz, unki banavat, shabdon ka matlab samajhna zaroori hai
Bahar ek beraham competitive duniya basi hai ... aur is duniya mein sabhi ko apne apne gharon mein toppers aur rankers ughaane hai
Edison bhai ki roshni hum par padhti rahe
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory