Bada khiladi hai na tu ... toh khel bhi bada hi hoga tere saath
Mere saath kuch bhi karneka ... mera ego hurt nahi karneka
Waqt ka pata nahi chalta hai apno ke saath ... lekin apno ka pata chal jaata hai waqt ke saath
Tere khaki ki kasam ... khaak mein mila doonga tereko
Aali re aali ... maajhi baari aali
Minister log mere peeche aur police log mere jeb mein rehte hain
Music system bajta hai ... aur mera system bajata hai
Ghanta! Ghanta! ... mera kuch bighadoge tum log
Maar do phek do ... biryani banake khalo
Ab tu marne se pehle hazaar baar marega
Tere is post ka post mortem kar sakta hoon main ... abhi ke abhi ... zameen ke neeche rhenge waale keede jaisi haalat kar sakta hoon main teri ... abhi ke abhi ... aaisa interior decoration karoonga idhar ka, police station kam shamshan zyada lagega ... abhi ke abhi
Arre 'V' 'O' ... tumcha aaicha gho
Khoon se likhi huyi kahani hai yeh, siyahi se nahi badegi ... agar aage badana hai toh phir se khoon hi maangegi
Sur Mohammed Rafi ka hai ki nahi ... power Muhammad Ali ka hai
Jab haath kaatne ka waqt aayega na ... toh tumko haath uthane ka mauka bhi nahi milega
Is shehar mein achcha vakil kanoon jaanta hai ... aur bahut achcha vakil judge ko jaanta hai
Hum Bhudev hai ... bhooton ka dev!
Saale in logon ko diesel phukat mein milta hai kya ... poore department ki gaadiyaan mere peeche pari hai
Main sunta nahi hoon ... samajhta hoon
Jab mein ek peg peeta hoon na, main kisi ke baap ki nahi sunta ... jab mein do peg peeta hoon, toh main apne aap ki bhi nahi sunta ... jab main teen peg peeta hoon, tab koi bhi mera nahi sunta
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory