Ek baap agar apne bete ki zindagi ka pehla kadam uthane mein uski madad kar sakta hai ... toh wahi beta apne baap ke aakhri kadam uthane mein usse sahara kyun nahi de sakta?
Amitabh Bachchan
Joh bachche apne maa baap ko pyar nahi de sakte, sahara nahi de sakte, maan samaan nahi de sakte ... unhe main kabhi maaf nahi karta
Tum ho toh hum hai ... hum hai toh sab kuch hai ... varna kuch nahi, kuch bhi nahi
Pyar hi toh woh jaado hai ... joh umar bhar jawan banaye rakhta hai
Tumhare bagair toh hum sirf jee rahe the ... dil ne dhadakna toh uss din shuru kiya jis din aap hum mein mili
Maa baap zindagi ke pedh ki jadh hai
Tumhari aankhon se tumhara dil dikhta hai ... jis mein meri tasveer chupi hui hai
Salman Khan
Aap ghanti bajaye na bajaye ... aapke kadmo ki aahat se mere dil ki ghanti pehle se baj jati hai
Hema Malini
Hota toh sabke paas hai ... magar dimaag wahi joh waqt pe kaam aajaye
Avtar Gill
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory