Dil ko rashtriya khel ghoshit kar dena chahiye ... sab khelte hai iske saath
Nawazuddin Siddiqui
Iyaan toh bolte kuch hai aur matbal kuch aur nikalta hai
Aamir Khan
Joh dikhta hai humko lagta hai, hai ... aur joh nahi dikhta humko lagta hai, nahi hai ... lekin kabhi kabhi joh dikhta hai, woh nahi hota ... aur joh nahi dikhta, woh hota hai
Unknown
99% ladkiyo ko unka mann pasand ladka mil jaata hai ... lekin 99% ladko ko unki pasand ki ladkiya kabhi nahi milti
Salman Khan
Hamari jail mein surang?
Asrani
Jaise June se pehle May aata hai ... jaise paanch ke baad che aata hai ... vaise hi har doggy ka day aata hai
Saurabh Shukla
Ek minute ki value kisi ek olympic runner se pooch ... ek minute ki value toaster mein jalte hue slice se pooch ... unatees minute ke baad delivery karne waale pizza boy se pooch
Anupam Kher
Jahan kabootar ka naam Masakali ho sakta hai ... zameen pe rehkar ghode ka naam Badal ho sakta hai ... aadmi ka naam Mahela Jayawardene ho sakta hai ... toh inka naam Entertainment kyun nahi ho sakta hai
Johnny Lever
Zindagi ek bhel puri ki tarah hai ... jis mein kuch meethi cheezein hoti hai, meri tarah ... aur kuch teekhi cheezein hoti hai, tumhari tarah
Emraan Hashmi
Tere shareer mein itna khoon nahi hoga ... jitna Ravi Kumar ek baar mein moot deta hai
Himesh Reshammiya
Kadaknath khaya karo ... sab kuch kadak rahega
Kangana Ranaut
Yeh zubaan ki chupi ... pyar ki puppy lene hi nahi degi
Imran Khan
Camera mein reel hai, photo mein feel hai ... par main toh good looking hoon hi, toh what's the big deal hai?
Saqib Saleem
Maska hai maska ... ekdum jhakaas!
Anil Kapoor
Khush rehte hain bachche jab saaf rehte hain kachche
Rani Mukherjee
Kiss na badi kutti cheez hoti hai ... kahin se bhi ghus aati hai
Parineeti Chopra
Langoors have my angoors
Akshay Kumar
Bhaiya ji smile
Bahut soch samajh kar samajh samajh kar samajhdari ke saath hum dono milke duniya ko kuch aaisa samjhayenge ... ke soch samajh kar samajh samajh kar samajhdari ke saath duniya bhi yeh samajh jayegi ... ke soch samajh kar samajh samajh kar samajhdari ke saath hum dono ki samajhdari saath saath chal rahi hai ... aur soch samajh kar samajh samajh kar samajhdari ke saath hum dono ko joh bahut pehle kar dena chahiye tha ... woh soch samajh kar samajh samajh kar samajhdari ke saath hum dono ne baad mein kiya ... magar kiya zaroor ... samajh rahi hai na main kya samjhana chah raha hoon?
Govinda
Dekh be under 19 team ke 12th man
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory