Kabhi kabhi dosti mohabbat ki jagah le leti hai ... aur phir mohabbat ke liye jagah hi nahin rehti
Rani Mukherjee
Pati patni sirf bistar nahin baantte ... zindagi baantte hai
Main tumse maafi maange ka haq toh kho chuka hoon ... par tumhe dua dena ka haq nahin khona chahta
Shahrukh Khan
Alvida nahin ... alvida kehne se phir milne ki umeed mar jaati hai ... kya pata phir milen
Sochkar kaun shaadi karta hai?
Ajnabiyon ki baat sun leni chahiye ... kabhi kabhi ajnabi apno se zyada jaante hain
Mohabbat ke zamaane guzar gaye janaab ... ab chote mote pyar se hi kaam chala lijiye aap
Khush rehte hain bachche jab saaf rehte hain kachche
Main nakaamyab hoon yeh sach hai .... par jaanti ho, is ghar mein mujhse bhi nakaamyab kya hai? ... hamara rishta ... hamari shaadi
Main kisi se advice nahi leta ... lekin doosron ko advice dene ke liye hamesha tayaar rehta hoon
Waqt ka matlab hota hai, ab ... pyar karna hai, toh ab ... maafi maangna hai, toh ab ... haath pakadna hai, toh ab
Amitabh Bachchan
Tumhe kis baat pe zyada gussa aata hai ... apni nakaamyabi se ... ya meri kaamyabi par?
Preity Zinta
Tumne mujhse shaadi ki hi nahin ... samjauta kiya hai
Abhishek Bachchan
Haddein jitni zyada hongi ... unke tootne ka darr bhi utna hi hoga
Kiron Kher
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory