Tum kya leke aaye the, kya leke jaoge ... nange chale aaye the, nange hi chale jaoge
Kartik Aaryan
Paise ... aaise kaise paise maang rahe ho?
Jagdeep
Joh dikhta hai humko lagta hai, hai ... aur joh nahi dikhta humko lagta hai, nahi hai ... lekin kabhi kabhi joh dikhta hai, woh nahi hota ... aur joh nahi dikhta, woh hota hai
Unknown
Kiss ki nahi hoti koi classes ... it's just a hit with the masses
Siddharth Narayan
Bahut khoobsurat hai ... yaar matlab Katrina Kaif fail hai
Dhanush
Prem naam hai mera ... Prem Chopra
Prem Chopra
Tawaif ki lutti izzat bachana ... aur tees maar khan ko qaid karna ... dono bekaar hai
Akshay Kumar
Tu kaam karta gaya, main ishq karta gaya ... tera naam hota gaya, main badnaam hota gaya
Salman Khan
Dil ko rashtriya khel ghoshit kar dena chahiye ... sab khelte hai iske saath
Nawazuddin Siddiqui
Abhe oye sadhe huye tamatar ki phu-phundi waali chutney ... baasi kadhi ke baas marte huye besan ... zamane ke bighade huye fashion ... jaale huye aloo ki kaalak, keedhe pade huye paalak ... phitkari ki phitkar, auraton ki dhutkar ... dekh kaise khadi karta hoon main teri khaat aur kaise lagata hoon main teri vaat
Govinda
Aathana dalke do kaudi ki dhamki toh koi bhi de sakta
Yeh Seema woh hai jiski koi seema nahi ... aur yeh Seema woh hai jiske character ka koi bima nahi
Divyendu Sharma
Anna tum logo ko ganne ki tarah chil chil ke chota kar daalega ... samjha na?
Sunil Shetty
No Hindustani, suit Armani ... ek thappad khani, mooh pe barah baj jaani
Abhishek Bachchan
Woh lover toh main killer
Supriya Pathak
Neeli chatri waale, agar tu hai toh meri fariyad sun ... is duniya mein kahi ladkiyan hai ... ek toh, arre ek toh mere liye chun
Main maroonga to bullet se hi maroonga ... BP ya sugar se nahi
Amitabh Bachchan
Arre kaka main toh kaka ban gaya
Hamari jail mein surang?
Asrani
Yeh shokhi, yeh adaayen, yeh baankpan ... inki keemat bhala duniya tay kar sakti hai kya ... achcha chal itna bata teeno ka milake package mein kuch kam karti hai kya
Ranbir Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory