Beti pati ke pallu se pallu bandhkar agni ke jitne phere leti hai ... baap ka haq utna hi gunah kam ho jaata hai ... aur pati ka haq utne hi gunah zyada
Raveena Tandon
Abhe aye dhakan ... yeh phone ke andhar hi mooh daalke tereko aaisi gaali doonga na ... ki aakhe telephone exchange mein angaar lag jayegi
Razak Khan
Jhoot ki umar bahut kam hoti hai ... jhoot jiye char din aur sach jiye hazaar din
Kader Khan
Maine kya kya sapne dekhe the ... byah karke honeymoon karne Switzerland jaonga ... lekin ab toh zindagi mein na switzer hai, na land hai, na honey hai, na moon hai
Govinda
Yeh joh paisa hota hai na, iske paon nahi hote hai ... lekin paon waale se sau gunah zyada tezz bhaagta hai
Shakti Kapoor
Main chota aadmi hoon ... mere pair zameen pe hai, mera sar mere kandhon par hai ... aur mere dimaag ke andhar meri aukaat tolne ka tarazu laga hua hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory