Markar bhi ho zaban pe Hindustan hamara, markar bhi haathon mein ho Hindustan ka nara ... agar aaisi maut mile humko, toh marna roz gavaran ... phir tu ab maare yah kal maare, hai marna humko pyara
Unknown
Joh santo ki baat na maane woh barso pachtaye ... jis jis raah se guzre tis tis joote khaye
Pran
Aaj hoga mere aakhri dushman ka khaatma ... aur phir kehlaunga main is duniya ka vishwatma
Amrish Puri
Joh khoya hai woh ek khwaab hai ... aur joh paaya hai woh lajawab hai
Dhai din ki dophari ... shaam raat amavas ki ... sheesham ke ghode par hoke savaar ... aayegi shaamat gunehgaron ki
Amitabh Bachchan
Sher dahaadte hai toh kaanpte huye geedhar girte hai ... hum toh woh hai joh sheron ke mooh mein haath daalke unke daant ginte hai
Gurmeet Ram Rahim Singh
Woh nahi mere paas magar usse mohabbat hai toh hai ... yeh agar rasm-o-riwazon se bagavat hai toh hai
Sara Loren
Kangi ko narangi kahein ... bane dhoodh ko khoya ... chalti ko gaadi kahein ... dekh Kabira roya
Chehra mera tha, nigaahein uski ... khamoshi mein bhi woh baatein uski ... mere chehre pe ghazal likhti gayi ... sher kehti hui aankhen uski
Karisma Kapoor
Politics ka bukhaar bura hota hai, kursi ka khumaar bura hota hai ... is desh ke netaon se bachke rehna doston, in logon ka toh pyar bhi bura hota hai
Dushman ko bhi jail ki zindagi mile na kabhi ... ja tujhe zindagi mubarak, hum bhi niklenge kabhi na kabhi
Jeeti hui baazi haari nahi jaati ... imaan ke taange par koi sawari nahi aati
Chunky Pandey
Kasoor mera nahi roti ki kasam ... bhook ki duniya mein imaan badal jaate hai
Rajesh Khanna
Koi umeed bar nahi aati, koi soorat nazar nahi aati ... maut ka aana toh ek din mo-ayeeyan hai, neend kyun raat bhar nahi aati
Mohammed Zeeshan Ayyub
Dost wahi hai joh dosti nibha sakta hai ... aur mushkilon ke waqt dost hi dost ke kaam aa sakta hai
Raghubir Yadav
Itni pila, itni pila saaki ki mehak jaon main ... yeh toh mumkin nahi hai ki bahek jaon main
Kisi ki shab-e-vasl haste kate hai, kisi ki shab-e-hijr rote kate hai ... hamari yeh shab kaisi shab hai ki ya rab, na haste kate hai na rote kate hai
Lahu luhaan hua hai falak, yeh kaisa loha phigla hai ... ek suraj doob gaya peeche, ek suraj samne nikla hai
Chori ke aam ka har koi deewana ... joh pakda gaya woh chor hai aur joh bach gaya woh sayana
Salman Khan
Phirta raha main desh desh, mann mein usse basaye ... uske ird-gird jeevan ke lamhe mittaye, banaye
Sachin Khedekar
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory