Main tere saath lagane ko tayaar hoon saat chakkar ... kyun ki mera dil bechain hai tere dil se lene ko takkar
Johnny Lever
Ishq ki chot ka kuch dil pe asar ho toh sahi ... dard kam ho ya zyada, magar ho toh sahi
Ajay Devgan
Sapno ko bikharte dekha hai yahan ... umeedo ko simatte dekha hai yahan ... suna hai yahan bighade huon ko sudharte hai ... magar sudhre hue ko bighadte dekha hai yahan
Unknown
Arre vaah Ramji chori kya banai ... kahin rasgulla aur kahin malai
Raju Srivastav
Dost wahi hai joh dosti nibha sakta hai ... aur mushkilon ke waqt dost hi dost ke kaam aa sakta hai
Raghubir Yadav
Hamere baad mehfil mein afsane bayan honge ... baharen humko dhoondengi, na jaane hum kahan honge
Nana Patekar
Hai aur bhi duniya mein sukhanavar bahut achche ... kehte hai ki Ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur
Bharat Bhushan
Teri nigahon ka salaam kabul kare, meri nigahon mein woh nafasat nahi ... tujhse mila loon nazar toh magar, mere dil ki shayad yeh aadat nahi
Divya Dutta
Yeh udi udi si rangat, yeh luti luti si zulfen ... teri halat bata rahi hai teri zindagi ka fasana
Barsega pani aur hum sab nahayenge ... promotion ki khushi mein nachenge gayenge
Arun Bakshi
Banegi ek nayi tareekh, surkhiyon mein likhega zamana ... apne watan ke khatir, jaan par khel gaya Parwana
Ek nayi ada aaj dekhega zamana ... khud shama ko lene aaya hai parwana
Petrol ka bhav ho assi, nabbe ya poore sau ... lakhon gadiyan road pe aaye bajhte hi nau
Parbat bola main bada main bada main bada ... sar ooncha kiye sarhad par khada ... bakht bola tu kaise bada ... tere shikhar par toh bhagwan Shankar khada
Govinda
Shaadi ki tamanna thi kunware chale aaye ... jaise gaye vaise hi bechare chale aaye
Laaton ke bhoot jab nahi maane baat ... toh kheench ke dedo unke bum pe laat
Agar tum logon ne dikhaye tevar ... toh teri beti kuvaari maa forever
Naseeb insaan ka banta hai thokarein khane ke baad ... aur rang lati hai henna patthar pe pis jaane ke baad
Amitabh Bachchan
Aaj sharaab ki lehren baha do ... joh bhi aaye tumhare bar mein usse whiskey se nehla do
Sudhir
Bomb ke phatne se dhamaka nikalta hai, patloon ke phatne se dhaga nikalta hai ... aur air condition kamre mein agar kisi ki phatti hai toh ... paseena nikalta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory