Hindi Lyrics
|
English Translation
|
Ada bijli, badan shola | My grace is like lightning, my body is a blaze |
Ada bijli, badan shola | My grace is like lightning, my body is a blaze |
Bhanve khanjar, nazar qatil | I'm like a dagger, and my glance is a killer |
Galat kya hai humein kehti hai yeh duniya agar qatil ... to phir | There's nothing wrong when the world calls us killers ... so then |
|
|
Nigaah-e-naaz ke | Those coquettish glances |
Oye nigaah-e-naaz ke, haan haan nigaah-e-naaz ke | Yes those coquettish glances |
O ho nigaah-e-naaz ke maaro ka haal kya hoga | What will happen to those who fall for our coquettish glances |
Nigaah-e-naaz ke maaro ka haal kya hoga | What will happen to those who fall for our coquettish glances |
Nigaah-e-naaz ke | Those coquettish glances |
O nigaah-e-naaz ke maaro ka haal kya hoga | What will happen to those who fall for our coquettish glances |
Na bach sake to, haan haan na bach sake to | If they can't be saved |
Na bach sake to, na bach sake to, haaye na bach sake to | If they can't be saved |
Na bach sake to bechaaro ka haal kya hoga | If they can't be saved then what will become of those poor souls |
Na bach sake to bechaaro ka haal kya hoga, kya hoga, kya hoga | If they can't be saved then what will become of those poor souls |
Nigaah-e-naaz ke | Those coquettish glances |
|
|
Hum hi ne ishq ke qabil bana diya hai tumhe | We alone have made you worthy of love |
Hum hi ne ishq ke qabil bana diya hai tumhe | We alone have made you worthy of love |
Hum hi ne ishq ke, aji zara dekho | We alone have done that, just take a look |

Hum hi na ho to, haan haan hum hi na ho to, o ho hum hi na ho to | If we're not there |
Hum hi na ho to nazaaro ka haal kya hoga | If we're not there then what will happen to those scenes |
Hum hi na ho to nazaaro ka haal kya hoga, kya hoga, kya hoga | If we're not there then what will happen to those scenes |
Hum hi na ho to | If we're not there |
|
|
Hamare husn ki bijli | The lightning of our beauty |
Hamare husn ki bijli | The lightning of our beauty |
Hamare husn ki bijli chamakne wali hai | The lightning of our beauty is about to flash |
Hamare husn ki bijli chamakne wali hai, wali hai | The lightning of our beauty is about to flash |
Ki bijli chamakne wali hai | It's about to flash |
Hamare husn ki bijli chamakne wali hai | The lightning of our beauty is about to flash |
Na jaane aaj, haan haan na jaane aaj | Who knows today |
Na jaane aaj, na jaane aaj, aaj, aaj | Who knows today, yes today |
Na jaane aaj hazaaro ka haal kya hoga | Who knows today what will happen to thousands of people |
Na jaane aaj hazaaro ka haal kya hoga, kya hoga, kya hoga | Who knows today what will happen to thousands of people |
Nigaah-e-naaz ke | Those coquettish glances |
|
|
Bahaar-e-husn salamat fiza se pooch zara | Ask the breeze about flourishing spring beauty |
Bahaar-e-husn salamat fiza se pooch zara | Ask the breeze about flourishing spring beauty |
Fiza se pooch zara, fiza se pooch zara | Ask the breeze about it |
Bahaar-e-husn salamat fiza se pooch zara, pooch zara ... kya | Ask the breeze about flourishing spring beauty ... what |
Ke chaar din mein, haan haan ke chaar din mein | In just four days, yes just four |
Ke chaar din mein, ke chaar din mein, ke chaar din mein, ke chaar din mein | In just four days |
Ke chaar din mein bahaaro ka haal kya hoga | In just four days what will happen to the spring season |
Ke chaar din mein bahaaro ka haal kya hoga, kya hoga, kya hoga | In just four days what will happen to the spring season |
Ke chaar din mein | In just four days |
|
|
Rang par naaz na kar kyun ki rang badal jaata hai ... wah wah | Do not pride yourself on colour, for colour changes ... oh nice |
Yeh woh mehmaan hai joh aaj aata hai kal jaata hai | This is the guest who comes today and is gone tomorrow |
Ishq par naaz kare koi to kuch baat bhi hai | If someone takes pride in love, then there's something to it |
Husn ka naaz hi kya, husn to dhal jaata hai | But pride in beauty means nothing, as beauty will fade |
Husn ka naaz hi kya, husn to dhal jaata hai | But pride in beauty means nothing, as beauty will fade |
Bahaar-e-husn salamat fiza se pooch zara | Ask the breeze about flourishing spring beauty |
Ke chaar din mein, haan haan ke chaar din mein | In just four days, yes just four |
O ho ke chaar din mein bahaaro ka haal kya hoga | In just four days what will happen to the spring season |
Ke chaar din mein | In just four days |
|
|
Hum apne chehre se parda utha to de lekin | We surely can lift the veil from our face |
Hum apne chehre se parda utha to de lekin | We surely can lift the veil from our face |
Hum apne chehre, apne chehre se parda, haaye parda parda | The veil that's hiding our face |
Apne chehre se parda, haaye parda parda | The veil that's hiding our face |
Apne chehre se parda utha to de lekin | We surely can lift the veil from our face |
Gareeb chaand, haan haan gareeb chaand | But the poor moon, yes the poor moon |
Gareeb chaand, gareeb chaand, chaand, chaand | But the poor moon |
Gareeb chaand sitaaro ka haal kya hoga | What will become of the poor moon and the stars |
Gareeb chaand sitaaro ka haal kya hoga, kya hoga, kya hoga | What will become of the poor moon and the stars |
Nigaah-e-naaz ke | Those coquettish glances |
|
|
Muqabala hai to phir der kya hai teer chala | Fire the arrow since this is a contest |
Muqabala hai to phir der kya hai teer chala | Fire the arrow since this is a contest |
Muqabala hai, muqabala hai, muqabala hai, arre muqabala hai | This is surely a contest |
Muqabala hai to phir der kya hai teer chala | Fire the arrow since this is a contest |
Muqabala hai, muqabala hai | This is surely a contest |
|
|
Mar jaaye jo marta hai koi teri bala se | If someone dies from your charm, then so be it |
Mar jaaye jo marta hai koi teri bala se | If someone dies from your charm, then so be it |
Mar jaaye jo marta hai koi teri bala se | If someone dies from your charm, then so be it |
Tu dekh meri jaan is hi matwali ada se | You my beloved, keep staring in this intoxicating manner |
Tu dekh meri jaan, meri jaan dekh meri jaan | You my beloved, keep staring |
O meri jaan, dekh meri jaan is hi matwali ada se | You my beloved, keep staring in this intoxicating manner |
Utha parda, dikha jalwa, gira bijli, mila nazrein | Lift your veil, show your magic, let lightning strike, and look into my eyes |
Utha parda, dikha jalwa, gira bijli, mila nazrein | Lift your veil, show your magic, let lightning strike, and look into my eyes |
Muqabala hai, muqabala hai, muqabala hai, muqabala hai | This is surely a contest |
Arre muqabala hai to phir der kya hai teer chala | Fire the arrow since this is a contest |
Tu yeh na soch ke, haan haan tu yeh na soch ke | Don't think about anything |
Tu yeh na soch, tu yeh na soch ke, tu yeh na soch | Don't think about anything |
Tu yeh na soch ke yaaron ka haal kya hoga | Don't think about what will happen to your friends |
Tu yeh na soch ke yaaron ka haal kya hoga, kya hoga, haal kya hoga | Don't think about what will happen to your friends |
Yaaron ka haal kya hoga | What will happen to your friends |
Yaaron ka haal kya hoga | What will happen to your friends |
Yaaron ka haal kya hoga | What will happen to your friends |
|
|
Tu yeh na soch ke yaaron ka haal kya hoga | Don't think about what will happen to your friends |
Tu yeh na soch ke | Don't think about anything |
|
|