Dil kehta hai unse mil ... dimag kehta hai duty ke baad mil
Ayushmann Khurrana
Jahan sach na chale wahan jhoot sahi ... aur jahan haq na mile wahan loot sahi
Ritesh Deshmukh
Tu jab aa jaati hai paas ... bhook mar jaati hai, jaag uthti hai pyaas
Raaj Kumar
Tune aankhon se joh keh di thi woh baat kaise bhoolunga ... tere sang mein joh guzri thi woh raat kaise bhoolunga
Akshay Kumar
Dost dost na raha, pyar pyar na raha ... daru ke sivah zindagi mein koi karobar na raha
Aamir Khan
Husn hai zaat meri, ishq sifat hai meri ... hoon toh main shamma, magar bhes hai parwaane ka
Hema Malini
Kyun mere pyar ka tum imtehaan lete ho ... tum meri jaan ho, kyun meri jaan lete ho
Rani Mukherjee
Chupe chupe se sarkar nazar aate hai ... dil ki barbaadi ke aasaar nazar aate hai
Manoj Bajpai
Har ladka soft drink ki botal ki tarah hota hai ... dimag ki jagah upar dhakan hota hai
Divyendu Sharma
Na maut aati hai, na tum aati ho ... par Zohra Bai tum bahut achcha gaati ho
Amitabh Bachchan
Tera haath, haath mein ho agar ... toh safar hi asle-hayaat hai ... mere har kadam pe hai manzilein ... tera pyar gar mere saath hai
Main shayar toh nahi magar aye haseen ... aage ki lines main jaanta nahi
Saif Ali Khan
Chehre ki khushi, dil ki hassi, sharm-o-haya ... tujhpe vaar aaye hai tere deewane, jaane kya kya
Kangana Ranaut
Ek hi saf mein khade ho gaye mahmood-o-ayaz ... na koi banda raha aur na koi banda-nawaz
Unknown
Ae dil tu kyun rota hai ... yeh duniya hai, yahan aisa hi hota hai ... aankhon se tapke aansun toh unhe chupaya ja sakta hai ... lekin jab dil roye, ae zalim toh kya kijiye
Pulkit Samrat
Joh kehne ko aaya tha ... ankahi hi reh gayi woh baat ... sab baaton ke baat
Randeep Hooda
Har waqt har pal tujhse takrane chattaan aa raha hai ... mere bete ke liye tujhse ladne tera baap aa raha hai
Mithun Chakraborty
Aaj se main tera kambal tu meri razai ... main tera Honda tu meri Hyundai ... main tera langot tu meri neck tie ... main tujhe salaam karta hoon bhai
Anupam Kher
Yeh ishq nahi aasaan bas itna samajh lijiye ... ek aag ka dariya hai aur wahin bhasma ho jaana hai
Rajkummar Rao
Kya ishq ka khoon kisi sahukar ke paan ki pichkari hai ... kya tumhari zindagi zindagi, hamari zindagi bimari hai ... tumhara khoon khoon, hamara khoon pani hai ... tumhara naam naam, hamara naam gaali hai ... tum karo zulm toh woh sarkari hai ... aur hum kare fariyad toh woh gaddari hai
Kader Khan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory