Kashmir na koi le sakta hai aur Kashmir na koi de sakta hai ... Kashmir mein bus teen din aur do raat ka honeymoon package ho sakta hai
When you can't change the girl ... change the girl
Agar tum safed saree mein laal bindi lagakar aa jao ... toh maa kasam ambulance lagogi
Woh mili mujhse Heer ki tarah ... taste mein thi woh kheer ki tarah ... aur dil ke paar hui woh teer ki tarah
Wife ne poocha husband se, ke sach kaho kitno ke saath soye ho? ... husband bola, soya toh bus tumhare saath, baki sehkadon ke saath jaga poori raat
Maine bhari mehfil mein sher maara ... toh sherni vidhva ho gayi
Pachaas pachaas kos door jab raat ko gaon mein baap jagta hai ... toh beta bolta hai ki - "dad soo ja varna mere jaisa ek aur aa jayega"
Ibtada-e-ishq hai, rota hai kya ... toilet paper hai, dhota hai kya?
Na suhaag hai na raat hai, phir bhi suhaagraat ka scene nazar aata hai ... believe it or not, har kutte ka din aata hai
Chahe marr hum jaye phir bhi marham lagake jayenge ... dost ke dil se utar ke nahi, dost ke dil mein utar ke jayenge
Kutton ka koi Sunday nahi hota ... kutte saaton din kutte hi hote hai
Hum toh ghante hai lekin woh khatre ki ghanti hai ... saali China ka maal hai nah guarantee hai na warranty hai
Is vidya ke mandir mein ... yahan vidya ki murat hai toh wahan vidya ka bhashan hai ... magar afsoos is baat ka hai ki hamare paas "Dirty Picture" ki Vidya Balan nahi hai
Bomb woh thi blast main ho gaya ... bina ruke kisi station par yeh slow train bhi fast ho gaya
Early to bed and early to rise ... makes your girlfriend go with other guys
Yeh Seema woh hai jiski koi seema nahi ... aur yeh Seema woh hai jiske character ka koi bima nahi
Yeh chaand bhi kya ghazab dhahta hai ... bachpan mein mama aur jawani mein apne hi bachche ki amma nazar aata hai
Tu hi Seema ka sacha He-man hai ... tune chaddi bahar nahi pehni toh kya hua ... tu hi uska Superman hai
Har ladka soft drink ki botal ki tarah hota hai ... dimag ki jagah upar dhakan hota hai
You're the one jispe atka hai mann
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory