Zulm karne waala bhi paapi ... aur zulm sehne waala bhi paapi
Pran
Ek hi saf mein khade ho gaye mahmood-o-ayaz ... na koi banda raha aur na koi banda-nawaz
Unknown
Ek baar mann ko saaf kar lo ... bar bar snaan nahi karna padega
Aaj hum teri jawani se zaroor khelenge
Amjad Khan
Bhagwan ki dharti bahut badi hai ... aur insaan ke kadam bahut chote
Agar mera beta marr gaya ... toh teri is dharti par mere bete ki maut nahi ... sachchai aur nyay ki maut hogi
Jeevan ke saath itna prem na karo ... varna marte samay bahut dukh hoga
Agar tum mere tukde tukde bhi kar doo ... phir bhi mera har tukda haq ki aawaaz dega
Zindagi mein tune jitne paap kiye hai ... aaj main tujhe utne hi zakhm dunga
Amitabh Bachchan
Zaalim ka zulm jaan le sakta hai ... lekin haq ki awaaz ko nahi daba sakta
Kitni oonchi baat kahi hai aapne ... mann pavitra ho gaya
Aaj tune aag mein haath daala hai
Lala ka byaz ... paapi ki umar ki tarah badhta hi chala ja raha hai
Dard-e-dil ke vaaste pehda kiya insaan ko ... varna puja ke liye farishtey kam na the bhagwan ko
Bhagwan ne har shaitaan ke liye ek devta banaya hai
Zulm ki tahani kabhi phalti nahi ... nav kagaz ki sada chalti nahi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory