Dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage ... mere khuda kisiko pyar ki hawa na lage
Aamir Khan
Tu kaam karta gaya, main ishq karta gaya ... tera naam hota gaya, main badnaam hota gaya
Salman Khan
Mandir aur masjid dono milenge ... guzrega is desh ki jis gali se ... madad milegi har kisi ko ... maango ya Ali se ya Bajrangbali se
Sidharth Malhotra
In cheezon se bhar chuka hai pet-e-natamam ... ab toh kuch aur hi khane ko jee chahta hai
Johnny Walker
Neeli chatri waale, agar tu hai toh meri fariyad sun ... is duniya mein kahi ladkiyan hai ... ek toh, arre ek toh mere liye chun
Tum kya leke aaye the, kya leke jaoge ... nange chale aaye the, nange hi chale jaoge
Kartik Aaryan
Tere zakhm meri tadap se harre hai ... meri aankh mein tere aasoon bhare hai
Raaj Kumar
Kiss ki nahi hoti koi classes ... it's just a hit with the masses
Siddharth Narayan
Yeh shokhi, yeh adaayen, yeh baankpan ... inki keemat bhala duniya tay kar sakti hai kya ... achcha chal itna bata teeno ka milake package mein kuch kam karti hai kya
Ranbir Kapoor
Woh wish hi kya joh aasaan ho, jisse paane mein na ho todhi si ladai ... mile toh lage kuch hai paaya, varna zindagi toh humne bus yun hi bitai
Priyanka Chopra
Yeh Seema woh hai jiski koi seema nahi ... aur yeh Seema woh hai jiske character ka koi bima nahi
Divyendu Sharma
Tera junoon hai sar pe chhada ... mujhe na sukoon hai, karde riha ... haal yeh mera dekh zara ... hosh hai baaki mujh mein kahan
Supriya Karnik
Bechkar imaan kamai daulat toh insaan kya ... namak khaya jis watan ka, ussi ka na hua toh Musalman kya
Gulshan Grover
Aisa kabhi socha na tha yeh anjaam hoga ... ek waqt ka badshah aaj ghulam hoga
Ritesh Deshmukh
Time time ki baat hai, kabhi din hai kabhi raat hai ... khatam ho jaye joh coffee ke bina, woh mulaqat koi mulaqat hai
Sanjay Dutt
Camera mein reel hai, photo mein feel hai ... par main toh good looking hoon hi, toh what's the big deal hai?
Saqib Saleem
Chaand chahoon na chakora, na falak ka tukda ... noor chahoon na main hoori, na pari sa mukhda
Aditya Roy Kapur
Dhongi shaadi ka tumne rachaya fisool ... na kiya na karoongi yeh rishta kabool
Priya Rajvansh
Toofan mein bahaa hai na yeh sholon mein jala hai ... ghayal hua teeron se na khanjar se kata hai ... kehte hai jisse ishq qayamat hai, bala hai ... takraya joh bhi isse woh duniya se mitta hai
Ajay Devgan
Sab apni soochte hai, sabko dhyan hai apna ... yahi hai rang toh poora na hoga ek sapna
Pran
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory