Apni line mein sab log gutter se nikalkar aate hai ... kuch log upar nikal jaate hai ... aur kuch log goli khakar vapas gattar mein gir jaate hai
Unknown
Zindagi do choice deta hai ... joh milta hai woh haath phailakar le lo ... ya phir joh maangta hai woh haath uthakar cheen lo
Ritesh Deshmukh
Dhanda goli se nahi dimaag se chalta hai ... aur mera dimaag toh bachpan se hi bahut kharab hai
Harman Baweja
Apun ne ek-sau-pandhra ghar khali karwaya ... baavan kidnapping kiyela hai ... kam se kam dhai-sau haddi toh torela rahenga ... pan kabhi andhar nahin aaya ... first time, first time kisi ko sorry bola ... direct andhar
Arshad Warsi
Joh mere kaam ka nahi ... uska is duniya mein koi kaam nahi
Jis race se mujhe nikaalne ki baat kar rahe hai yeh bewakoof ... woh nahi jaante hai ... us race ka sikandar main hoon
Salman Khan
Do hi toh kaam aate hai mujhe ... dadagiri karna aur doosra body banana
Sooraj Pancholi
Apun pe joh haath dalta hai ... apun uski phaad dalta hai
John Abraham
Abhe oye sadhe huye tamatar ki phu-phundi waali chutney ... baasi kadhi ke baas marte huye besan ... zamane ke bighade huye fashion ... jaale huye aloo ki kaalak, keedhe pade huye paalak ... phitkari ki phitkar, auraton ki dhutkar ... dekh kaise khadi karta hoon main teri khaat aur kaise lagata hoon main teri vaat
Govinda
Anna tum logo ko ganne ki tarah chil chil ke chota kar daalega ... samjha na?
Sunil Shetty
No FIR, no arrest, no talk ... faisla on the spot
Bobby Deol
Jaan dene ki cheez nahi hai ... lene ki hoti hai
Nawazuddin Siddiqui
Meri ek awaaz par yeh tera kya karenge ... abhi ke abhi ... patloon toh teri geeli ho gayi hai ... abhi ke abhi ... mujhe chuha bhi toh yeh log tujh kaat dalenge ... abhi ke abhi
Ajay Devgan
Abe saale ghonchu!
Shatrughan Sinha
Rishvat li toh Gabbar maar dega ... nahi li toh main maar doonga
Dekh be under 19 team ke 12th man
Rani Mukherjee
Wagah naam hai mera ... kyun ki na hoon main Hindustan ka, na Pakistan ka ... bas joh player game badal paaye hai ... peeche padh jaata hoon uski jaan ka
Akshaye Khanna
Salam thok, sar jhuka, tu dhum-daba chal rasta naap le ... kapde silaile khud ke dum pe, nahi liye maine apne baap se
Ranveer Singh
Tujhse kitni badi galati hui hai woh tujhe teri sazaa batayegi
Mujhe koi nahi maar sakta ... na aage se, na peeche se, na daayen se, na baayen se ... na aadmi, na janwar, na astra, na shastra
Om Puri
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory