Logon ki maa-behan hoti hai ... aapki baap-behen ho gayi hai
Anil Kapoor
Main paidahishi 420 hoon, jamoora nahi ... kartab dikhake haath nahi failata ... jaal failata hoon aur phir us jaal pe maal
Emraan Hashmi
Apne ko kya hai ... apne ko sirf pani nikalna hai
Akshay Kumar
Aali re aali ... aata tujhi baari aali
Ajay Devgan
Soowar ke bachcho!
Amjad Khan
Trigger kheench ... mamla mat kheench ... khinch gaya na toh bahut takleef doonga
Rishi Kapoor
Hamari toh gaali par bhi taali parti hai
Irrfan Khan
Cigarette packet par warning hoti hai ki usse peene waala maut ko gale laga raha hai ... lekin meri baat alag hai ... main direct maarta hoon, lekin warning kabhi nahi deta
Allu Arjun
Munna, Munna Michael naam hai mera ... teen batti mein kisi se bhi poochega na ... toh haath pakadke ghar pe chhodega
Tiger Shroff
Main contract lete waqt paisa dekhta hoon ... paise dene waale ko nahin
Bobby Deol
Sikhni hoon main ... Bhatinda ki!
Kareena Kapoor
Is ilaaqe mein naye aaye ho sahab? ... varna Sher Khan ko kaun nahi jaanta
Pran
Bhai ... tension nahin lene ka bhai
Arshad Warsi
Mere dushman samajh rahe the main ab kabhi lautke na aaunga ... ek gumnaami ka samundar hai, us mein hi jaake doob jaaunga ... abhi baaki meri kahani hai, sari duniya ko joh sunaani hai ... mujhe pehchano, dekho main hoon kaun ... aa raha hoon palat ke main hoon Don, Don, Don
Shahrukh Khan
Behisaab power ya beshumar paisa ... in dono mein se mujhe ek toh chahiye
Waqt tha emergency ka ... mahol tha dehshat ka ... mauka tha kismat badalne ka ... woh army thi, par hum bhi toh harami the
Kya samajhkar aaye the ... ki sardar bahut khush hoga, shabashi dega?
Saale mein itna muscle hai ki kisiko bhi masal sakta hai
Tusshar Kapoor
Yeh Arabiyon ka Dongri hai beta ... yahan shaanpatti sirf shaano pe jachti hai ... police waalon pe nahi
Vijay Raaz
Apne apne funde hai
Salman Khan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory