Kabootar ka yuck brings good luck
Ranjeet
Insaan ko gaddar hona chahiye ... wafadar toh kutta bhi hota hai
Boman Irani
Garmi chahe mausam ki ho ya daulat ki ... sirf gadhe hi magan rehte hai us mein
Guru Dutt
Chaar kilo alu kha gaya bhalu ... tu bhi chalu aur main bhi chalu
Mohan Joshi
Bandar ke haath mein yeh saaz dekhiye aur ulloo ke sar pe yeh taj dekhiye ... joh dekha kabhi na woh aaj dekhiye ... hasegi joh dekhegi duniya tamaam ... kaisi yeh jodi milayi mere Ram
Raj Kapoor
Toh tu hi hai woh kaanta jisne sone ki machali fasayi hai?
Randhir Kapoor
Bholi Punjaban chidiya nahi cheel hai ... coffin mein aakhri keel hai
Unknown
Sher dildar hua karte hai aur kutte wafaadar ... na tum sher nikle aur na kutte
Prem Nath
Choti machliyan badi machliyon ko dhamki kabhi nahi deti
Feroz Khan
Hum janwaron ka nahin ... insaanon ka shikaar karte hai
Mukesh Rishi
Sher ki khaal pehenkar aaj tak koi aadmi sher nahin ban saka
Raaj Kumar
Sher ko apne bachon ki hifasat ke liye shikari kutton ki zaroorat nahi hai
Dilip Kumar
Aadmi ke paida hote hi kaal apne bhaise pe baithke chal padta hai usse vapis lewane ... aadmi ki zindagi utni jitna samay us bhaise ko laga us tak pahunchne mein
Saif Ali Khan
Nagin dushman ko maarne ke liye kabhi kabhi insaan ka roop dharan kar leti hai ... lekin tumhare jaisa insaan ki shakal mein naag aaj tak pehda nahi hua
Joh shikaar khud chalkar sher ki gaar mein aata hai ... woh achchi tarah janta hai ki sher ke daant kaise todhe jaate hai
Ajay Devgan
Jab dus kamine marte hai toh ek kutta pehda hota hai ... jab sau kutte marte hai toh ek soovar pehda hota hai ... aur jab ek hazaar soovar marte hai toh ek bhadwa pehda hota hai ... aur jab ek lakh bhadwe marte hai tab tujh jaisa ek ganda neta pehda hota hai
Govinda
Choonti ke par aur nagin ka sar ... shuruvat mein hi kuchal dena chahiye
Sushant Singh
Kutte ko ghee aur chor ko izzat ... kabhi hazam nahi hoti
Ashok Saraf
Mari hui murgi ka bhav aaj kal zyada hai
Ranbir Kapoor
Kalyug mein zindagi badi kaiyan hai ... aur log maha kaminey
Shahid Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory