Qaidi ki aazadi ki aarzoo aur raand ki shaadi ki aarzoo ... kabhi na kabhi sar uthayegi hi
Biwi ki aankhon mein pyar aur mashooka ke haathon mein hathyar ... sirf dikhave ke liye hota hai
Aurat ko uski jaat aur dushman ko uski aukaad ... jitna jaldi ho sake bata deni chahiye
Asli photo woh nahi hoti hai joh camera se kheenchi jaati hai ... asli photo woh hoti hai joh dimaag mein chap jaati hai
Imtihaan ki nakal aur rakhail ki shakal ... parde ke peeche achchi lagti hai
Choonti ke par aur nagin ka sar ... shuruvat mein hi kuchal dena chahiye
Har pal, har roz khoon bahega yahan ... aur tab tak behta rahega ... jab tak yeh zameen inke rakht se laal nahi ho jaati
Chor chor mausere bhai aur neta neta chachere bhai
Kamzor ke iraade aur neta ke vaade ... tootne ke liye hi hote hai
Yeh ladki nahi hai ... barah bor ka kartoos hai jisne mujhe dishkiyaon kar diya hai
Agar tu meri saansein rokegi ... main teri saansein cheen loonga
Aage ka raasta dhoondne ke liye kabhi kabhi ... chaar kadam peeche jaana padta hai
Jaise hawa aur roshni ke aava gaman ke liye ghar mein khidki hoti hai ... ussi prakaar shareer mein hawa aur pani ke aava gaman ke liye dhoti hoti hai
Duniya ke saare jhagadon ki teen hi wajah hoti hai ... zarr, zurro aur zameen
Believe everything, trust nothing
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory