Joh jung aadmi teer aur talwar se nahi jeet pata ... aurat us jung ko apne aasoonyon se jeet leti hai
Ashish Vidyarthi
Jung joh hai na, shaheed hokar nahi ... dushman ko shaheed karke jeeti jaati hai
Kay Kay Menon
Jung ka ek hi usool hai ... jeet
Ranveer Singh
Everything is fair and love is war
Akshay Kumar
Talwar chalakar, khoon bahakar jung ladna ... tabahi nahi ... tarakki hoti hai
Unknown
Bheek mein mile desh aur daan mein mile hathyaron ke dum par itna bhaunkna theek nahi
Ajay Devgan
Jung sirf ladi nahi jaati ... kheli bhi jaati hai
Kriti Sanon
Insaan aur aatma ki jung mein ... jeet parmatma ki honi chahiye
Nyay aur dharam ke liye yudh karna hinsa nahi ... veerta hai
Shatrughan Sinha
Ranbhoomi mein girne wale Rajput kabhi marte nahi ... amar ho jaate hai
Mohabbat aur nafrat ki jung mein ... jeet hamesha mohabbat ki hoti hai
Jung marke nahi, maarke jeeti jaati hai
Yudh mein shastra nahi, saahas chahiye ... sena nahi, himmat chahiye
Ladai mein har jeet ki keemat chukani padti hai
Abhishek Bachchan
If you're a fauji then you live by chance, love by choice, and fight by profession
Sidharth Malhotra
Jung mein aisa hi hota hai ... kayi bekasoor maare jaate hai ... lekin jung mein sivah jung ke aur kuch mayine nahi rakhta
Ek fauji is liye jung nahi karta hai kyun ki woh samne wale se nafrat karta hai ... woh jung is liye karta hai kyun ki jinko woh peeche chhod aaya hai na ... unse woh pyar bahut karta hai
Sonu Sood
Jung koi bhi ho, nateeja kuch bhi ho ... ek sipahi apna kuch na kuch kho hi deta hai
Om Puri
Agar ek maut se nau jaane bachti hai, toh bachani chahiye ... yahi army ka asool hai
Ranbhoomi mein tantra, mantra ya phir yantra chalta hai ... lekin vijayi wohi hota hai jahan shadyantra chalta hai
Sharad Kelkar
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory