Sipahi jab maidan-e-jung mein utarta hai ... toh apna hathyaar lana nahin bhulta
Sunny Deol
Hamara har jawaan ek nuclear bomb hai
Anil Kapoor
Maafi maangne waale do kisam ke log hote hai ... ek joh maafi maangkar galti dobara nahi repeat karte hai ... aur doosre joh ke maafi maangkar aage ki ladai ke liye tayaari karte hai
Salman Khan
Yeh jung hai ... is jung mein kuch bhi ho ... chahe marenge ya maarenge ... milegi toh jannat hi
Unknown
(Tum yeh jung jeet nahi sakte) - Jeet toh hum tab hi gaye the jab humne ladne ka faisla kiya tha ... baaki toh marna maarna hai ... chalta rahega
Akshay Kumar
Kisi bhi jung ko jeetne ke liye ... pehla hamla bahut sooch samajhkar karna chahiye
Ajay Devgan
Har sipahi ki zindagi mein aaisa waqt zaroor aata hai ... jab usse apni duty se zyada apni aatma ki awaaz sunni padti hai
Hum uss sipahi ki tarah hai ... jiske haath mein sirf mayan hai ... talwar nahi
Iftekhar
Faujiyon ko do hi cheezon ka toh intezar rehta hai ... dushman ki goli aur ghar se aayi chitthi
Sonu Sood
Toop aur tanko se khelne waale fauji ... police ke tamancho se darra nahi karte
Pankaj Dheer
Apun ki parchai maut ka pehghaam lati hai ... apun ki awaaz jung ka elaan karti hai ... aur apun ki maujoodgi sare bazar dushman ko nanga karti hai
Mithun Chakraborty
Woh khudgarz joh jung chahte hai unka kuch nahi jaata ... tabah toh woh log hote hai ... jinki subah roti ki talash mein shuru hoti hai aur raat thakaan ke bistar par
Amitabh Bachchan
Brother to my left, brother to my right ... together we stand, together we fight
Pyar aur war mein sab kuch fair is liye hota hai ... kyun ki dono mein 2nd prize nahi hota
Rajeev Khandelwal
Ek fauji ke liye har lamha, har samna ... ek ladai hai
Nana Patekar
Aurat ko hathyar banakar jung ladne waala mard ... mard nahi hota
Aruna Irani
Maarne waale sun, tu kuch gadi ka mehmaan hai ... teri hi hukumat mein, tujhse jung ka elaan hai
Jung mein nuksaan sirf jaan ka nahi hota ... kabhi kabhi casualties in war zinda bhi reh jaate hai
Kanwaljit Singh
Waqt, jihad aur maut ... kisi ka intezar nahi karta
Jackie Shroff
Jab ek ki doosre se ranjish ho, usse dushmani kaha jaata hai ... aur jab do yodha mil jaye, usse jung ka elaan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory