Aaye toh the sharafat se ... lekin jayenge toh dhoom machake
Chor aur police ki sirf dushmani hoti hai
Manicure pedicure waxing karne ki toh umar meri hai na
Asli jeet badle ki nahi ... sapne ki hoti hai
Shuruvat se dekhne ka shaunk hai mujhe ... chahe woh film ho yah chori
Jab log tumhare khilaaf bolne lage ... samajh lo tarakki kar rahe ho
Chor ko sirf chori karte hue pakda ja sakta hai ... na uske pehle, na uske baad
Agar tum chor na hote to hum zaroor dost hote
Kaam ka soocho ... Kamasutra ka nahi
Maafi sazaa se badhke hoti hai
Ya toh chori nahi hogi ... ya chor nahi hoga
Chor ki kismat hamesha police ke haathon mein hoti hai
Chalis saal pehle ek aur aadmi tha joh kanoon ke khilaaf tha ... aaj hum uss aadmi ko Bapu kehte hai
Nandu Bhide ... dimaag mein keede!
Kasam ki kasam hai kasam se, humko pyar hai sirf tumse ... ab yeh pyar na hoga phir humse, kasam ki kasam hai kasam se
No Hindustani, suit Armani ... ek thappad khani, mooh pe barah baj jaani
I can laugh English, I can walk English ... but I cannot talk English
A soldier lives by chance, loves by choice and kills by profession
Mere ko yeh golf khelna nahi aata ... yeh ghode ki race bhi nahi khelta ... lekin apne dhande ka mazbood khiladi hoon main
Tumne mujhse shaadi ki hi nahin ... samjauta kiya hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory