Zindagi mein khush rehne ke liye sirf teen cheezon ki zaroorat hoti hai ... achcha khana, achchi gaadiyan aur achchi ladkiyan
Saif Ali Khan
Mumbai shehar dikhave ka shehar hai ... yahan jiske paas gaahi ho, uski gaadi fatafat chalti hai
Neeraj Vora
Agar Priya Mercedes hai toh tu Maruti ... agar Priya Boeing hai toh tu bhail-gadi ... agar Priya Kohinoor ka heera hai toh tu Kohinoor ka basmati chawal ... agar Priya kabil hai toh tu Kabuli chana
Salman Khan
Ek baar ghulami se peecha chhudaya tha hamare buzurgon ne ... toh kya aaj hum phir ghulam ban jayenge? ... chand aaise gaddar netaon ke haathon mein desh ki bhaag-daur ko saunp denge ... jinki gaadiyan bullet-proof, kapde daag-proof, kaan sound-proof aur aankhen sharam-proof? ... bolo, jawaab do!
Amitabh Bachchan
Gaadi mein aur biwi mein kya farak hai yaar ... chalte chalte gaadi bighad jaati hai, behte behte biwi bighad jaati hai
Johnny Lever
Car se aane waale aksar derr se aate hai
Shashi Kapoor
Aye hawai jahaj pack kar chal ... samaan mein baithke jaana hai fatafat
Hum the jinke sahare, woh hue na hamare ... doobi jab dil ki naiyya, samne the kinare
Rajesh Khanna
Vimaan mein emergency ke char dwar hote hai ... aage do dwar, peeche do dwar ... charon na khule toh Haridwar
Soha Ali Khan
Kismat gaadi ke gear jaisi hai ... agar time par badal diye toh zindagi ki speed badh jaati hai
John Abraham
Apun ke signal pe rukne waali yeh sab gaadiyan hai na ... apne model aur keemat ki oonch neech ko ek taraf rakh ... kandhe se kandha milake aaise khadi rehti hai na ... maano ki apne signal ko izzat de rehli ho
Kunal Khemu
Seeti bajhi rail ki alert ho jaiye ... ticket katti aapki, seedha upar jaiye
Ranveer Singh
Kya cheez hai Mumbai, aamchi Mumbai ... woh vada pav ki chutney, woh Mahim ki phirni, woh local train ke dhakke, woh signal pe chakke ... woh traffic, woh kooda, woh kachra, woh auto taxi ka nakhra ... woh machi waali ka jhagda, woh bhel, woh pani-puri, woh ragda ... woh Wadala, woh Chakala, woh Bandra, kahin Sakku bai toh kahin Sandra ... woh aunty ka adda, saala main road pe hich khadda ... yaar jaisa bhi hai ... aamchi Mumbai toh aamchi hai yaar
Sunil Shetty
Iss duniya ki gaadi baimaani aur rishwat ke paiyon par chal rahi hai
Bade bade sheharon ki choti choti buses mein aaisa hota rehta hai
Unknown
Driver ... gaadi roko!
Dulha scooter pe aayega!
Yeh zindagi ke highway pe bahut sari gaadiyan daudti rehti hai ... tu kisi ko rokega toh ruk jayegi ... lift maangega toh mil jayegi ... aur jagah nahi hogi na toh bhi adjust karke bhita denge ... lekin yeh joh family wali gaadiyan hoti hai na ... woh saale rokte nahi hai ... lift bhi nahi milti hai ... jagah hogi toh bhi andar behetne nahi denge
Paresh Rawal
Inka dil hai chota, badi hai gaadi ... aur dhanda poora sarkari
Tu alag alag pehda hota na ... toh aaj chaar paanch bhai behan hote tere ... tere pe chaar paiyye laga doon na ... toh Nano car lage
Nawazuddin Siddiqui
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory