Aaj mere paas buildingey hai, property hai, bank balance hai, bungla hai, gaadi hai ... kya hai, kya hai tumhare pass?
Amitabh Bachchan
Pyar kha lenge, pyar pehen lenge ... pyar petrol tank mein bhar kar gaadi chala lenge
Rishi Kapoor
Yeh dil hai na ... tractor ki engine ki tarah dhadakhta hai
Sanjay Dutt
Bungle mein rahenge ... gadi mein ghumenge ... noton pe sooenge
Kader Khan
Yahan par garmi bahut zyada hai ... main apni AC BC DC car mein jaakar beheta hoon
Govinda
Train mein safar kiya, plane mein safar kiya, caron mein safar kiya ... magar kisi bhi safar ka itna mazaa nahi aaya jitna in baahon ke safar mein aa raha hai
Raveena Tandon
Bike ho ya ghar ... handle hamesha apne haath mein ... varna bhabhi kabhi izzat nahi karegi
Vinay Pathak
Arre agar koi ghar chala sakta hai toh ... gadi mein bhi reh sakta hai
Unknown
Jahan na pahunche rail gaadi wahan pahunche bail gaadi ... jahan na pahunche bail gaadi wahan pahunche Marwadi
Gulshan Grover
Main daudunga in pairon se, tu bhaga le apni gaadiyan ... teri akal itni kam hai, jitni kam meri maa ke paas sareeyan
Ranveer Singh
Tere paas bungla hai, gaadi hai, bank balance hai, sab kuch hai ... lekin mere paas maal hai
Gulshan Devaiah
Ladki khoobsurat ho aur Scooty par ho toh pyar ho jaata hai ... aur jab ladki badsurat ho aur Mercedes mein ho toh pyar jhak marke karna hi padta hai
Sanjay Mishra
Chal lekar apni naav chale, chandan chandani ke gaon chale ... indradhanush ki behti dhara, uske paar teesra kinara ... is safar mein aur koi nahi, yeh safar hai bas mera tumhara ... ab kis dastak ka hai intezar, jab tumhe pukarta ho pyar aur samne ho sapnon ka sansar ... chal lekar sapnon ki naav chale, chandan chandani ke gaon chale
Nana Patekar
Mardon ka asli rang shaadi ke baad pata chalta hai ... shaadi se pehle train ho, bus ho, bheedh ho har jagah gale padh jaate hai ... aur shaadi ke baad gale lagate hue bhi sharm aati hai
Rani Mukherjee
Gaadiya videshi look mein achchi lagti hai ... aur foreigners hamesha Indian sanskar mein achche lagte hai
Johnny Lever
Jab tak in ameeron ki bheje mein ghusi hui daulat ki garmi ko nahi nikala jayega ... tab tak yeh hum gareebon par gaadiyan chadate hi jayenge
Salman Khan
Bachon ko maarna paap hai, par hum toh iske baap hai ... tu full pateli karta hai par tera train ka ticket toh half hai
Kashtiyan sabki kinare pe pahunch jaati hai ... nakhuda jinka na ho unka khuda hota hai
Bahut hi jald is sadak par joh sabse bada bangla hoga woh Raj Malhotra ka hoga ... jis building mein tumhara office hai, uske top floor ke upar joh sabsa bada office hoga woh Raj Malhotra ka hoga ... aur joh signal par sabse badi gaadi rukegi woh Raj Malhotra ki hogi ... aur tum toh achchi tarah se jaante ho ki Raj Malhotra main hoon
Jab main hawai jahaj udaonga na toh uske duk-duk-duk ki awaaz mein shor nahi ... fakht ek awaaz sunai degi ... Vande Mataram!
Ayushmann Khurrana
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory