Miss sweety, my honey ... tum aircondition taxi ho ... sexy sexy ho
Unknown
Is naari ki aaisi tarkari banata hoon ... ke sarkari gaadi mujhe izzat se lene aaye
Johnny Lever
Kutte ko izzat di jaye toh use pichli seat pe bithaya jata hai ... par koode ko bori mein daalkar dicki mein patka jata hai
Sunny Deol
Jab kashti jawani ke kinare par aa jaye ... toh wahan aadmi nayi awaazon se pyar karne lag jaata hai ... wahan usse shaadi ke baaje sunai dete hai ... phir usse pichle kinare ki awaazon ka khayal nahi karna chahiye
Madhubala
Jab main tumhare saath bike pe chalti hoon ... toh phir dil aaise karta hai ki road kabhi khatam hi na ho ... bas tum aur main, main aur tum, chalte jaye chalte jaye ... aur manzil kabhi na aaye
Minissha Lamba
Wheelon mein gadi ki hawa kam ho jane par ... gadi ko dhakka maarkar chala rahe ho tum toh zinda ho tum ... drink and drive mein pakde jaane ke baad ... police ki maar khane se bach rahe ho toh zinda ho tum ... sarkar chale na chale ... apni car chala rahe ho toh zinda ho tum
Dhoom machani hai machao ... lekin bike ki gatti par nahi ... apni future ki pragati par
Ajay Devgan
Tanki mein nahin tel ... toh bade se bada engineer fail
Jagdeep
Tereko udne ka hai na toh apun tera plane ban jayega ... agar tairne ka hai toh tera boat ban jayega ... agar girne ka rahega na toh parachute ban jayega ... neend aaya toh takiya ban jayega ... nahi aaya toh lori ban jayega
Ritesh Deshmukh
Arre tu mechanic hai paijama hai? ... arey woh laal waali Mercedes bhej nakko re baawa pehle woh safed waali bhija de ... mereko kaama hai, bahut kaama hai re bhai ... ek toh bhi gaadi bhija de mereku
Upar waale ne bhi kya item banayela hai ... truck ki body pe cycle ki ghanti lagayela hai
Sardarni ladki ko joh teen quality chahiye na ... woh teeno mujhe mein hai ... jatt, jameen te jeepsy
Saala brain mein train ghoom rahi hai
Vikas Bhalla
Kitni baar kaha hai car saaf karte waqt ... bekaar logon se baatein mat kiya kar
Akshay Kumar
Jis tarah train ke aane par station kaapne lagta hain na ... ussi tarah mere khauf ka bhukaar, tum sab ko kaapne par majboor kar dega
Mithun Chakraborty
Bada makaan, badi dukaan, aur badi car se zyada zaroori hota hai ... badi soch ka hona
Vijay Raaz
Tooti huyi gaadiyon ki marammat ho sakti hai ... toote huye rishton ki marammat karna bahut mushkil hota hai
Paresh Rawal
Tum middle class logon ki yehi problem hai ... ladki ko bhi local train ka khidki waala seat samajhta hai ... pehla rumaal rakh diya matlab seat tumhari ho gayi?
Jab cycle pe behto ho toh chalana padta hai pedal ... agar duniya mein aaye ho toh punya karo, ki fayda cheque aur medal
Sanjay Dutt
Pati patni ka joh rishta hai woh rath ke do paiyon ki tarah hota hai ... ek bhi paiya toot gaya toh rath ka chalna mushkil ho jaata hai
Rajeev Khandelwal
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory