Shakal dekhi hai aaine mein ... amavas ke chand par Maggi noodles latkaye hue hai ... chudail kahinki
Madhuri Dixit
Humayun's Tomb ho ya Taj Mahal ... mera bhi love in monuments ki tarha rock solid rahega centuries and centuries tak
Ayushmann Khurrana
Yahan wahan sare jahan mein hamara raj hai ... jawani toh deewani zindabad hai
Govinda
Woh joh hai woh main hoon ... aur main joh hoon woh woh hai
Karisma Kapoor
Jis din main baap ban gaya na ... main apne bachche se chun chun ke gin gin ke badle loonga
Salman Khan
Kahin two-some aur kahin three-some ... aur ab tak main hand-some
Ritesh Deshmukh
Lagta hai meri destiny mein wedding ring nahi ... sirf suffering hai
Tusshar Kapoor
Sari duniya ke bache jab pehda hote hai toh maa maa karke rohte hai ... yeh gadha cinema cinema karke roh raha tha
Kader Khan
Sachchai recipes ki tarah hoti hai ... kuch batane mein mazaa hai, kuch chupane mein
Saif Ali Khan
Kismat kharab ho toh untt pe baithe aadmi ko bhi kutta kaat leta hai
Unknown
Murghi churai kasai se ... aur khabar phelai dakaar se
Paresh Rawal
Bina kuch kiye lene ke dene padh rahe hai ... agar kuch by chance kar liye toh lene aur dene dono padh jayenge
Dukaan khuli nahi toh saala curfew lag gaya
Kareena Kapoor
Kele aur tragedy kabhi single mein nahi aate
Lara Dutta
Aaj kal ke launde sab ek jaise hi hai ... khana kahin, peena kahin aur jeena kahin
Rishi Kapoor
Kapde Rita ke aur baatein Sita ki
Bobby Deol
Namak khane se pressure high hove ... aur namak halaali se imaandari aur high hove
Mera ek hi toh record hai ... ki kahin pe bhi mera koi record nahi
Yeh duniya badi gol hai ... uske andhar lamba chauda hole hai ... hum dono ka bahut bada role hai
Shakti Kapoor
Tumhari jaisi ladkiyan apna naam ... kapdon ki tarah badalti hai
Amitabh Bachchan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory