Hot ho tum .... arre darr lagta hai mujhe ki kahin touch ho gayi toh jal na jaon main
Saif Ali Khan
Jawani pe chada shabaab aur zor se laga peshaab ... zyada der nahi rukte
Manoj Pahwa
Ughta hua suraj aur bhaagta hua tees maar khan ... dono kabhi kisi ke haath nahi aate
Akshay Kumar
See you all in the morning ... my babes are calling
Emraan Hashmi
There is only one thing I cannot stand ... is a one night stand
Salman Khan
Is saal tu paas ho gaya na ... toh main tujhe Cadabury doongi, woh bhi milak ki
Bindu
Jis din main koi gori titli dekh leta hoon na ... mere khoon mein sehkado kaale kutte ek saath bhaukne lagte hai
Amrish Puri
Love wave ka signal pakad, receiver utha, aankrede ghuma ... uske dil ki ghanti bajhegi dekhna
Vrajesh Hirjee
Mere aadmi daulat khaate hai, daulat peete hai, daulat jeete hai, daulat soote hai
Sadashiv Amrapurkar
Umar sari guzari par kisi ne aaise nahi pachhada ... tujhko milke aaisa laga oh jaanam, jaise main hoon ek chaddi aur tu mera nara
Unknown
Idhar ja rahe ho yah udhar ja rahe ho ... kidhar bhi ja rahe ho ... sab raasta God ke paas jata hai
Naseeruddin Shah
Mister ka murder ho gaya, murder ka mister ho gaya ... dono milake murder mystery ho gaya
Amitabh Bachchan
Do saal mein, chaubees mahino mein, 104 hafton mein, 102 hafte rulaya hai isne ... ek hafta per saal ki khushi ka average kaunsi relationship mein hota hai
Kartik Aaryan
Tujhe samjhana jaise haathi ko chaddi pehnana hai
Shahid Kapoor
Kabhi kabhi jab logon ko kuch samajh na aaye ... toh usse moden art keh dete hai
Katrina Kaif
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ... itni zor se aata hai ki pant mein hi ho jaata hai
Ranbir Kapoor
Hamare zamane mein ladkiyan apni shaadi ki baat sunke sharm ke maare bhaag jaati thi ... aur aaj kal toh ladkiyan ghar se bhaag jaati hai phir bhi nahi sharmati
Kapil Sharma
Body ka kya hai ... aaj dubli kal moti ... thinking mein-hich honi chahiye na beauty
Parineeti Chopra
Main characterless zaroor hoon ... lekin itna bhi less nahi
Hindustan ki pavitra dharti par pehda hokar ... gadhe ki tarah mehnat karke, kutte ki tarah jeena chhodkar ... chori chakari kar raha hai?
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory