Pain aur pleasure ... dono dene mein expert thi
Ranvir Shorey
Chota kaam kare toh mochi aur bada kare toh Bata ... chota kaam kare toh julaha aur bada kare toh khambata
Kishore Kumar
Che mahine ke baad sab biwiyan bhoot ban jaati hai
Zakir Hussain
Zyada chapad-chapad kiye toh mooh mein chaata ghusedh doonga aur kholonga bhi
Paresh Rawal
Achche log jaldi upar jaate hai ... achcha hua main achcha nahi hua
Mahesh Manjrekar
Shock laga tha ... mixer mein do baar, toaster mein teen baar ... aur jab angoothi pehnahi thi tab sau baar
Unknown
Draupadi ki saree keechna Dushasan ko pada bhari ... saree mein saree, Parag saree
Akshaye Khanna
Intezar bhi kitni ajeeb cheez hai na ... karo toh bura lagta hai ... aur jab koi aur karta hai toh maza aata hai
Arshad Warsi
Maya Devi toh meri bachpan ki saheli hai ... hum ek doosre ke naakhun tak pehchante hai
Lalita Pawar
Upar waale ne bhi kya item banayela hai ... truck ki body pe cycle ki ghanti lagayela hai
Joh tumhari tarah shaadi ke chakkar mein phaste hai ... woh phir hamari tarah nahi haste hai
Salman Khan
Parbaton se aaj main takra gaya ... yeh pakad le laya, main aa gaya
Raju Srivastav
Yeh body hai na ek temple hai ... isse hamesha saaf rakhna chahiye
Shahid Kapoor
Sardarni ladki ko joh teen quality chahiye na ... woh teeno mujhe mein hai ... jatt, jameen te jeepsy
Main aapse itne pyar se baat kar raha hoon ... aur 2nd class compartment ke 3rd class passenger ki tarah baat kar rahi hai
Cool banne ke chakkar mein kulfi jamne waali hai aaj
Mazaa toh jab hai aa jaye kahin unki tabhiyat bhi ... zara woh bhi toh jaane karvatein kyun kar badalte hai
A. K. Hangal
Jab bhi hero ka sab kuch settle ho jata hai na ... tabhi saala villain log entry marta hai
Vivek Oberoi
Teri mom ne kabhi sabun se tera mooh nahi dhoya kya? ... kitni gaaliyan deti hai
Imran Khan
Jaise taise taalo isse ... lula landa jahan koi mil jaaye haath peele karo, nikalo isse
Pran
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory